Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Murgi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Murgi

    Kya kisi hadees mein Murgi ya Andon ke barey mein aaya hai?

  • #2
    Re: Murgi

    kya aap apney sawal ko mazeed clear kar sakti hai pleas, shukrya!

    Comment


    • #3
      Re: Murgi

      Originally posted by sag-e-attar View Post
      kya aap apney sawal ko mazeed clear kar sakti hai pleas, shukrya!

      yes.... maine aaj tak kisi hadees mein murgi khane ya egg khane ke barey mein koi baat nahi dekhi. ke Rasool S.A.W. ya Sahaba R.A. ne khaya tha wagairah..

      Comment


      • #4
        Re: Murgi



        aap iss link pe click kijiey! Click Here Please!

        Comment


        • #5
          Re: Murgi

          Assalaam-O-Alaikum

          Nabi-e-Karim SAW nay humesha bohat hi balanced food ikhtiyar kiya aur yehi waja thi kay aap SAW kabhi bhi food poising, over eating ya koi bhi food related bemaariyan jaisay gastic problem waghaira say humesha mehfooz thay MASHALLAH

          Nabi-e-Karim SAW nay murghi bhi tanwal farmayi. Jadeed science say pata chala kay murghi ka gosht ko maida ba-asaani digest karta hay aur dosray tamam gosht say behtar hay. Yeh dimagh ki nashoonuma kay liye aur chehray ki complexion ko nikharnay kay liye bhi mufeed hay. haan murghi agar waafir miqdaar main khayi jayay tou iss say eik bemaari GOUT jisay Ghutiya kehtay hain hojaati hay, Ghutiya joRoon ki bemaari hay jis main waafir miqdaar main uric Acid Khoon main shaamil hojaata hay aur jouR mutwarram hojaatay hain. Murghay kay gosht say behtar murghi ka gosht hota hay jis nay kabhi anday na diye hoo!!

          Murghi kay ilaawa AAP SAW nay murghi anday bhi tanwal kiye hain, aur half boiled ko pasand kia hay ziyada sakht ya full boiled nahin. Science nay iss ki bhi taasdeeq ki hay kay safaid anday khanay say sunburn ki takleef say nijaat hasil ki jaaskati hay, jalay huway zakhm jlad heal hojaatay hain aur soojan say dour rakhta hay.

          mera itna tafseel say likhnay ka maqsad srif aur srif yeh batana hay kay Nabi-e-Karim SAW nay humesha over eating say parhaiz kia hay aur humesha itna hi tanawul kia hay kay khanay kay baad bhook ki shiddat khatam hojaati aur halki si bhook baaqi rehti.

          ALLAH SWT humain sunatoon per amal karnay ki toufeeq ata farmayay AMEEN

          Apni duwayoon main iss khaksaar ko yaad rakhyeh ga.

          Fi Amaan ALLAH
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Murgi

            :jazak::jazak:

            Comment

            Working...
            X