Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Munafiq Koun

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Munafiq Koun

    Assalam Alaikum Dosto

    Munafiq ke baarey mein Main bhi padha hoon,

    Main guzarish kar raha hoon ke koi sahab/sahiba yehan Munafiq ki tafseelat pesh karen,
    maslan Munafiqi kaise logon ko kaha jata hai,
    Munafaqi ka fa'al kiya hota hai, kitna bada gunahgar hai

    Please please braye meharbani sunnat aur hadeeth ki roshni mein tafseelat pesh karen

    shukran
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: Munafiq Koun

    waite plz

    Comment

    • #3
      Re: Munafiq Koun

      wait 4 my reply

      Comment

      • #4
        Re: Munafiq Koun

        OK I'm waiting.
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment

        • #5
          Re: Munafiq Koun

          Originally posted by Spy009
          Assalam Alaikum Dosto

          Munafiq ke baarey mein Main bhi padha hoon,

          Main guzarish kar raha hoon ke koi sahab/sahiba yehan Munafiq ki tafseelat pesh karen,
          maslan Munafiqi kaise logon ko kaha jata hai,
          Munafaqi ka fa'al kiya hota hai, kitna bada gunahgar hai

          Please please braye meharbani sunnat aur hadeeth ki roshni mein tafseelat pesh karen

          shukran
          slaam bhai munafiq ki ahdeeth bukhari aur muslim main 4 nishaniyan bayan hui hain .
          #1 jab baat kary to jhout boly.
          #2 jab wada kary to poura na kary.
          #3 amanat main hiyanat kary.
          #4 jab jhagra kary to gali dy.
          baqi aap ny is ka gunah poucha hy to bhai ye sab khslateen apni apni jagah gunahy kabeera hain agar kisi aik shakhas main jamah hon to aap khud andaza lagaleen .
          baqi AAP ASW ki hadeeth hy k ye 4 ron khslateen kabhi bhi kisi momen main akhthi jamah naheen hosakteen..
          baqi munafiq ki shreeh tareef aur iss baab main kafi tafseel hy phir kisi waqat arz karoon ga.w/slaam ...aabi
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: Munafiq Koun

            Originally posted by aabi2cool

            thnks aabi..................

            Comment

            • #7
              Re: Munafiq Koun

              spy009 mujy siraf aabi ka waite tha....

              Comment

              • #8
                Re: Munafiq Koun

                Originally posted by aabi2cool
                slaam bhai munafiq ki ahdeeth bukhari aur muslim main 4 nishaniyan bayan hui hain .
                #1 jab baat kary to jhout boly.
                #2 jab wada kary to poura na kary.
                #3 amanat main hiyanat kary.
                #4 jab jhagra kary to gali dy.
                baqi aap ny is ka gunah poucha hy to bhai ye sab khslateen apni apni jagah gunahy kabeera hain agar kisi aik shakhas main jamah hon to aap khud andaza lagaleen .
                baqi AAP ASW ki hadeeth hy k ye 4 ron khslateen kabhi bhi kisi momen main akhthi jamah naheen hosakteen..
                baqi munafiq ki shreeh tareef aur iss baab main kafi tafseel hy phir kisi waqat arz karoon ga.w/slaam ...aabi
                Abid sb.
                Shukriya

                Itna to sab ko pata hai, main thoda tafseelat ki guzarish kar raha hoon, gar mumkin ho to baraye meharbani urdu ke inpage mein tafseelat tahreer kar ke yehan chaspan kar den, takey ham sab logon ke elm mein mazid ezaafa ho
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment

                • #9
                  Re: Munafiq Koun

                  :roseENIGMA:rose

                  Comment

                  • #10
                    Re: Munafiq Koun

                    :roseENIGMA:rose

                    Comment

                    • #11
                      Re: Munafiq Koun

                      :roseENIGMA:rose

                      Comment

                      • #12
                        Re: Munafiq Koun

                        Assalam.o.Aleikum
                        Bouhat maazrat chahti hun kay mujh say tarteeb agay peechay ho gai hay.aur post modify option ab nahi hay,warna main again kar deti.bouhat maazrat chahti hun..
                        :roseENIGMA:rose

                        Comment

                        • #13
                          Re: Munafiq Koun

                          Originally posted by hayaa_n
                          Assalam.o.Aleikum
                          Bouhat maazrat chahti hun kay mujh say tarteeb agay peechay ho gai hay.aur post modify option ab nahi hay,warna main again kar deti.bouhat maazrat chahti hun..
                          bohat khoob aap ny bohat hi moasar andaz main wazahat kardi .sukriya.:masha
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Munafiq Koun

                            Nice work Haya

                            Comment

                            • #15
                              Re: Munafiq Koun

                              Assalaam o alaikum
                              bhy bohat achi posts abid bhaee to haiN e zabardast haya ki baat hi kya hay. itnay ikhlaas ko ALLAH qabool farmaayai. sabb ko munafqat say door karay aur apni rehmat k qareeb.
                              wassalaam
                              Raza Baykamal

                              kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

                              Comment

                              Working...
                              X