mujhe ye pata karna hai ke Jelly halal hoti hai ?
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Jelly
Collapse
X
-
-
Re: Jelly
Originally posted by aabi2cool View Postagar is ki khuch tafseel bhi mohayaa kar dayteen to asaani hoti k ye kaya bala hi aur kis janwar sy hasil kiya jata hi????'''" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Jelly
Originally posted by Xai View Postye aik transparent type solid substance hai jo k animal ki bones aur skin sey liya jata hai ...
Comment
-
Re: Jelly
Originally posted by mahek View Postbilkul or woh jelly jo ke baher ke country se aati hai jahan janwar ko zibah nahi kiya jata qatl kiya jata hai unse banai jati hai to kya ye khana halal hai?" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Jelly
Originally posted by xai View Postye aik transparent type solid substance hai jo k animal ki bones aur skin sey liya jata hai ...Originally posted by xai View Postsis personally i'm not into jelly stuff much, mey ney suna hai k vegetable sey bhi gelatine liya ja sakta hai ... Agar aeysa hai (for which i'm not sure) tau aap gelatine ka source check ker liya karein, agar animal based hai tau na lein aur agar vegetable based tau ley liya karien :roseجیلی میں جوجیلاٹن ہوتی ہےوہ یا تو گائے کی ہڈیوں سے بنتی ہے یا پھر سور کی کھال سے اگر تو یہ کنفرم ہوکے جیلاٹن سور کی کھال سے تیارہ شدہ ہے تو پھر اس جیلی کے حرام ہونے میں کوئی شک نہیں اور اگر وہ کسی حلال جانور مثلا گائے یا بھیڑ وغیرہ کی ہڈیوں سے تیار کردہ ہوتو پھر حلال ہے کیونکہ جیلاٹن فی نفسہ حرام نہیں اور نہ ہی اس کا کسی جانور کے طریق سے آنا حرام ہے بلکہ اس کے حرام ہونے کا تعلق سور کے جسم کا حصہ ہونے کی وجہ سے ہے باقی واللہ والرسولہ اعلمساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Jelly
Originally posted by aabi2cool View Postجیلی میں جوجیلاٹن ہوتی ہےوہ یا تو گائے کی ہڈیوں سے بنتی ہے یا پھر سور کی کھال سے اگر تو یہ کنفرم ہوکے جیلاٹن سور کی کھال سے تیارہ شدہ ہے تو پھر اس جیلی کے حرام ہونے میں کوئی شک نہیں اور اگر وہ کسی حلال جانور مثلا گائے یا بھیڑ وغیرہ کی ہڈیوں سے تیار کردہ ہوتو پھر حلال ہے کیونکہ جیلاٹن فی نفسہ حرام نہیں اور نہ ہی اس کا کسی جانور کے طریق سے آنا حرام ہے بلکہ اس کے حرام ہونے کا تعلق سور کے جسم کا حصہ ہونے کی وجہ سے ہے باقی واللہ والرسولہ اعلم
lekin agar gaye islamic tareekey sey zibah na ki gai ho tau bhi tau halal nahi ho gi?" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Jelly
ji han, Xai ne bohat achi baat kahi keh agar gelatine beshak kissi halal janwar se hi li gai hai, aur us janwar ko halal tareeqay say ziba nahi kya to uska goshat kahana to yaqeenan haram hai, is kay barey main hazrat aap kuch mazeed quran o hadees ki roshni main irshaad farma dijiey. jazakallahou khaira!
Comment
-
Re: Jelly
Assalaam-O-Alaikum Mehak
waisay agar aap Pakistan main ya kisi muslim countries such as gulf countries, Malaysia, Indonesia waghaira main hain tou aap befikar hokar kahyain INSAHLLAH inn mulkoon main iss cheese ko baRi bareeki say check kia jaata hay... waisay tou aik E-coding hoti hain jo kay haram ya halal ko jaannay kay liye istimaal hoti hain, E100 say E1520 zeero tak jis main jelly kay saath saath aur bhi bohat si cheezain hain jinn kay haram aur halal ki specification aur ingredient details moujood hoti hay.
Yeh masla aksar European aur western countries main moujood musalmanon ko paish aata hay isi liye wahan ab MASHALLAH bohat kaam hua hay aur Halal food, jelly, candies, chocolates, tooth paste, tooth brush waghaira waghaira halal ingriedients say tayar hokar baicha jaata hay aur khusoosi websites hain jo online sale karti hain, iss ki kayi misaal aap ko google search main mil jayain gin.
agar pegham.com kay qawaneen-o-zawabit ijaazat daitay tou main aap ko un sites kay address zaroor share karta, waisay koi itna mushkil nahin bas halal food ki search karain google per, bohat kuch mil jayay ga, jis ki aap mutlaashi hain.
May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN
Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar
Fi Amaan ALLAHsigpic
Comment
Comment