Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik sawal ka jawab chahya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik sawal ka jawab chahya

    assalam o alaikum wr wb..

    humaray janay walay hain wo dubai main job kartay hain security guard hain aik hotel main lahaza un ka roza wahan per hi aftaar hota hai aur us hotel ka malik muslman nahi hai aur wahan sharaab bhi pe jati hai kia wahan per un ka job karna jaeez hai ya nahi....baray karam is baray main sharyat kiya kahti hai batla dijya bari mehrbani ho gi aap ki...

    shukria..
    w asalam o alaikum wr wb..


    میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


    میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

  • #2
    Re: Aik sawal ka jawab chahya

    Dear mehwish assalamalikum sharab k mutalique Allaha ka hukm sure maida aayat 90-91 mai aaya hai aur Allha subhan tala nai us ko haram qurar dea hai aur nabi aakhair us zama (pbuh) nai jis tarha sharab k penai ko haram qurar dia hai is tarha us ke khareed wo farokat ko ko bhe haram qurar dia hai hazrat uns bin malik se marwe hai k Rasool Allaha (saw) nai sharab k mutalique in 10 logo lanat ki hai (1) is ka nechod nai wala (2) is ka nechdwani wala (3)penai wala (4) utha kar lanai wala (5)jis k lea laye jaai (6) is ka pelani wala (7)beach nai wala (8) is ke kemat khani wala (9) is ka khareed nai wala (10) wo shaks jis k leye kharedi jaye (ibn maja wo tirmize ) mehwish aap k pahchan wale sahab securaty gurd hai aur un ka kam hotel aur us k sharab k bussniss ko securaty farahm karna hai kahi na kahi un ka is bussness mai passive he sahi role hai mera khayal mai un ko hotel chod dena chahea

    Comment


    • #3
      Re: Aik sawal ka jawab chahya

      For further detail u can cotact to me on my id" khan_sayeed2002@yahoo.com" i will approch to the muftis in india and answear u

      Comment


      • #4
        Re: Aik sawal ka jawab chahya

        Assalam o alaikum wr wb khan sahab ...

        Bohat bohat shukria kay aap ne maloomat farham ki..
        Allah paak aap ko is ka ajar ata karay ameen..
        Khush rahain...


        میرے الفاظ ہی پردہ ہیں میرے چہرے کا


        میں ہوں خاموش جہاں ، مجھ کو وہاں سے سنئیے

        Comment


        • #5
          Re: Aik sawal ka jawab chahya

          Dear mehwish assalamalikum bahot dair key merba aati aati thanks u

          Comment

          Working...
          X