Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik zaroory sawal???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik zaroory sawal???

    ASSALAMUALAIKUM DOSTON!!
    Mai ap sab se ye janna chahungi k "MEHDY"(AS) dajjal se pehlay ayengay ya baad mai?or doosra sawal ye hai k "MEHDI"(AS) "EASA"(AS) aik hi hai ya alag alag hain????
    jisne b jawab dia unka KHUDA balah kare jisne nahi dia unka b....plz answer,thank u!!:jazak:!!!

  • #2
    Re: Aik zaroory sawal???

    walikum aaslaam

    imama mehdi dajjal se pehle aayenge.hazrat Issa A.S. Dajjal ke zamane mein aayenge.

    And ye dono ek nahi alag alag hain.

    Comment


    • #3
      Re: Aik zaroory sawal???

      Bohut bohut shukriya mehek g.....plz ye b batae k imam mehdi dajjal se kitne saal pehlay ayengay????shukriya!!

      Comment


      • #4
        Re: Aik zaroory sawal???

        Assalaam-o-Alaikum

        Meray ilm aur maloomat kay mutabik.

        Dajjal ki amaad kay Baad Hazrat Essa Alah-e-Salaam ka nazool hoga aur Palestine aur Jordan kay border kay darmiyan ek jang jissay Chirstian ARMAGEDON kay naam say jaantay hain aur humaray baaz ulma nay ussay AAKHIRI MAARKA ka naam dia hay ki jang chiRay gi jis main Dajjal ko shikast hogi, Hazrat Mehdi baaz ulma nay unka naam Mohammad Bin Abdullah darj kia hay apni kitaboon main Hazrat Essa Alah-e-Salaam ki fouj main shaamil hogain aur Hazrat Isa Alaeh-e-Salaam Hazrat Mehdi ki immamat main namaz ada karain gain aur unki dua Ummat-e-Mohammadi SAW honay ki qubool hogi aur sab Chirstian Musalmaan hojayain gain, inka yeh dour 40 baras tak rahay ga aur uss kay baad Hajooj Majooj ka nuzool hoga... WALLAH ALAM

        Jitna short samjha sakta tha yahan paish kardiya, aap iss kay liye deeni kitaabain paRhain INSHALLAH zaroor mustafeed rahain gain.

        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

        Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

        ALLAH HAFIZ
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Aik zaroory sawal???

          From Islami Encyclopedia
          Attached Files
          Last edited by Masood; 23 August 2009, 22:21.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Aik zaroory sawal???

            Jazak ALLAH Khair
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Aik zaroory sawal???


              Ap sab ka bohut shukriya.....:)

              Comment


              • #8
                Re: Aik zaroory sawal???




                Comment


                • #9
                  Re: Aik zaroory sawal???

                  :jazak:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aik zaroory sawal???

                    is silsaly main Dr. Tahir-ul-Qadri Sahib ka Khitab "Amad-e-Imam Mehdi(A.S)" Zaroor Suniay. Ye Khitab 2Parts per mustamil hay or Har Part 3 CD's main hy. Detail se samjh a jai gi.

                    www.itjannat.com

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aik zaroory sawal???

                      Attached Files

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aik zaroory sawal???

                        Salam
                        Imam Mehdi a.s Ka jab zahoor ho ga to boht ziada gunahan hon gy aur vo is duniya ko aman sy pur kar dein gy. aur jahan tak Shiyon ka ye Qole hy k Imam Mehdi Zinda hain aur Paida ho choky hain. to ye Qole Sahi hy. Is lye k Jo bhi Imam ata hy vo apny baad dosry imam ko apna khalifa banata hy. Isi Tarhan Duniyan Kabhi bhi Khuda ki Hujat sy Khali nai hoti. Aap khod sochain K shetan Jo Insan ko Gumrah kar rha hy to Khuda ki hujat insan ko Hidayat nai dy sakti. Ye baat bilkol Sahi hy K imam Zinda hain aur logon ko Hidayat dy rahain hain. Jis tarha Shetan pardy k pechay insan ko gumraha kar sakta hy to isi tarhan iamam mehdi bhi pardy k pechy bando ki hidayat kar sakty hain.
                        W/S
                        Syed Touqeer Abbas

                        Comment

                        Working...
                        X