Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aulaad Fitna Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aulaad Fitna Hai

    asslamoalikum

    Quran me kafi jaghon par aulaad ko maa baap k liye fitna aur azamayesh kaha gya hai....

    soorah TAGABUN AYAT 129..ka hawala iss waqt deti hoon.


    mera sawaal yeh hai k iss pegham ko wazahat k sath bayan farma diya jaye ..k kin soorton me aulaad azmayesh hoti hai...etc etc

    shukria
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Aulaad Fitna Hai

    sab se pehlay to aap yeh thread ka title change karein phir yahan pe sawal karney ki bajaey behtar ho ga keh aap kissi alimey deen se mukamal wazahat poochey, ta'k wo aapko apkay sawal ka jawab daleel kay saath pesh kar sakein.
    baraey meherbani is tarah kay sawal mat kiya karein, na janey kaissey kaissey waswassey atey hain. agar aap aurat hain to masjid mein janey ki bajaey aap ahle-e-sunnat ki yeh 2 website par click karein aur aap yeh sawal muftianey karaam se karein. yaqeenan wo aapki behtar rehnamai faram dein gay.
    merey khial se aap ko yeh thread remove kar dena chahiey. shukrya!


    [YOU MAY NOT USE OTHER SITES LINK OR EMAILS HERE - ADMIN]
    Last edited by Admin; 9 August 2009, 01:47.

    Comment


    • #3
      Re: Aulaad Fitna Hai

      yahan pe jinehn swaal ka jawaab dena hai wo bakhoobi jaantay hain...aur jis cheez ka zikar quraan me mojood hai uss ka zikar krnay me koi burai nahi....

      bohat shukria
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Aulaad Fitna Hai

        اسلام علیکم ڈئیر سسٹر سب سے پہلے تو آپ اپنے پوچھے گئے سوال میں سوال آیت کا نمبر درست فرما لیں کہ سورہ تغابن کی 14 ویں آیت ہے اب درج زیل میں ہم اسی آیت کا عربی متن اور ترجمہ وتفسیر کے ساتھ نقل کرتے ہیں اگر پھر کوئی بات سمجھ میں نہ آئے تو مزید سوال کرکے پوچھ لیجیئے گا والسلام ۔



        يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا إِنَّ مِنْ أَزْوَاجِكُمْ وَأَوْلَادِكُمْ عَدُوًّا لَّكُمْ فَاحْذَرُوهُمْ وَإِن تَعْفُوا وَتَصْفَحُوا وَتَغْفِرُوا فَإِنَّ اللَّهَ غَفُورٌ رَّحِيمٌ


        . اے ایمان والو! بیشک تمہاری بیویوں اور تمہاری اولاد میں سے بعض تمہارے دشمن ہیں پس اُن سے ہوشیار رہو۔ اور اگر تم صرفِ نظر کر لو اور درگزر کرو اور معاف کر دو تو بیشک اللہ بڑا بخشنے والا نہایت مہربان ہے



        14. O Believers! Surely among your wives and your children there are some who are your enemies. So, beware of them! And if you overlook it and forbear and forgive, Allah is indeed Most Forgiving, Ever-Merciful




        تفسیر



        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          Re: Aulaad Fitna Hai

          Originally posted by saraah View Post
          yahan pe jinehn swaal ka jawaab dena hai wo bakhoobi jaantay hain...aur jis cheez ka zikar quraan me mojood hai uss ka zikar krnay me koi burai nahi....

          bohat shukria
          Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh!
          maaf kijiey ga agar maine janey anjaney mein kissi islami behan ya bhai ka dil dukha diya ho. jazakallahou khaira!

          Comment


          • #6
            Re: Aulaad Fitna Hai

            Originally posted by aabi2cool View Post
            اسلام علیکم ڈئیر سسٹر سب سے پہلے تو آپ اپنے پوچھے گئے سوال میں سوال آیت کا نمبر درست فرما لیں کہ سورہ تغابن کی 14 ویں آیت ہے اب درج زیل میں ہم اسی آیت کا عربی متن اور ترجمہ وتفسیر کے ساتھ نقل کرتے ہیں اگر پھر کوئی بات سمجھ میں نہ آئے تو مزید سوال کرکے پوچھ لیجیئے گا والسلام ۔



            يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا إِنَّ مِنْ أَزْوَاجِكُمْ وَأَوْلَادِكُمْ عَدُوًّا لَّكُمْ فَاحْذَرُوهُمْ وَإِن تَعْفُوا وَتَصْفَحُوا وَتَغْفِرُوا فَإِنَّ اللَّهَ غَفُورٌ رَّحِيمٌ


            . اے ایمان والو! بیشک تمہاری بیویوں اور تمہاری اولاد میں سے بعض تمہارے دشمن ہیں پس اُن سے ہوشیار رہو۔ اور اگر تم صرفِ نظر کر لو اور درگزر کرو اور معاف کر دو تو بیشک اللہ بڑا بخشنے والا نہایت مہربان ہے



            14. O Believers! Surely among your wives and your children there are some who are your enemies. So, beware of them! And if you overlook it and forbear and forgive, Allah is indeed Most Forgiving, Ever-Merciful




            تفسیر



            jazakAllah..




            Comment


            • #7
              Re: Aulaad Fitna Hai

              WAALIKUM ASSLAM

              AABI BHAI BOHAT SHUKRIA :jazak:



              Originally posted by sag-e-attar View Post
              Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh!
              maaf kijiey ga agar maine janey anjaney mein kissi islami behan ya bhai ka dil dukha diya ho. jazakallahou khaira!
              WAALIKUM ASSLAM

              ITS OK BHAI KOI DIL AZAARI WALI BAAT NAHI HAI .
              khush rahain
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #8
                Re: Aulaad Fitna Hai

                Assalaam-o-Alaikum WRWB

                Jis aayat ka aap nay hawala dia hay woh Sura-e-Taghaban ki ayat no 15 hay jis ka Urdu Tarjuma hay "Tumharay Maal Aur Aulaad Tou Sarasar Tumhari Azmaish Hain, Aur Bohat BaRa Ajar ALLAH SWT kay paas Hay"

                Tafseer: Jo tumhain Kasb-e-halal per uksaatay aur ALLAH SWT kay huqooq ada karnay say roktay hain, pas is azmaish main tum ussi waqt surkhuroo ho saktay ho jab tum ALLAH SWT ki Maaseeyat main unki ataa'at na karo. Matlab yeh hua kay Maal-o-Aulaad Jahan ALLAH SWT ki naimat Hain wahan yeh insaan ki azmayish ka zariya bhi hain. Iss tareeqay say ALLAH SWT dekhta hay kay mera itaa'at guzaar kaun hay aur nafarman kaun? Aur uss shaks kay liye bohat BaRa ajar hay jo Maal-o-aulaad ki mohabbat kay muqablay main ALLAH SWT ki itaa'at ko tarjeeh daita hay aur uski maaseyat say ijtinaab karta hay"

                Simple aur asaan alfaaz main yehi samajhna zaroori hay, May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                Aap ki duwayoon ka talabgaar, ek khaksaar

                ALLAH HAFIZ
                sigpic

                Comment

                Working...
                X