Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Roza aur Namaz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Roza aur Namaz

    kya Jumma ke din Roza rakh sakte hain?

    aur plz chasht ki namaz ka tareeka batadein.:jazak:

  • #2
    Re: Roza aur Namaz

    main yeh 3 kitabein share karta hoon, aap in teenon ko agar pard lain to inshallah azwajal parney waley ko bohat faida ho ga.
    jahan tak aapka sawal hai, us kay liay aap Eid ka Roza wali kitab parein, inshalla azwajal aapko aapkay sawal ka jawab mil jaey ga. agar aapko jawab na mila to zaroor bataiey ga! shukrya!


    Eid ka Roza

    Ahkam-e-Roza

    Faizan-e-Ramzan

    Comment


    • #3
      Re: Roza aur Namaz

      mujhe 15 th shaban ka roza rakhna tha jo jumma ka din tha meine suna tha juma ko roza nahi hota.

      Comment


      • #4
        Re: Roza aur Namaz

        aap uper di gi hui kitaab EID KA ROZA par click karein aur us mein right side par Panchawin Daleel par click karein, us mein jumah kay rozay kay mutaliq bataya gaya hai. aur hamarey han yahan par bhi bohat sarey logon nay roza rakha tha aur yeh jumey ka din hi tha.

        Comment


        • #5
          Re: Roza aur Namaz

          thanx.

          Chasht ki namz ke barey mein bhi koi batadein.

          Comment


          • #6
            Re: Roza aur Namaz


            Comment


            • #7
              Re: Roza aur Namaz

              Originally posted by mahek View Post
              thanx.

              Chasht ki namz ke barey mein bhi koi batadein.
              mazeed maloomat kay liey agar aap mujhey apna email address dein to main aap ko 1 link send karon ga Jis mein mufti Haroon Attar Qadri saab nay Chasht aur Ishraq ki namaz kay mutaliq bataya hai, keh yeh kaissey parni hain aur kab parni hain wagaira wagaira.
              main wo link is forum pe share nahi kar sakta kyon kay mujhey iss forum walon nay kissi doosri website ka link dainey say mana kiya hai.
              aur aapko main private message bhi nahi bhej sakta keh iss kay zariey aap ko wo link bata doon.
              ya phir aap mujhe private message kay zariey apna email bata dijiey ta'k kissi aur ko na maloom ho sakay.
              agay aapki marzi,

              Comment


              • #8
                Re: Roza aur Namaz

                sag-e-attar aap ko pm nahi ja ahe shayed aap ki post abhi utni nahi hui jis wajah se msj mein probs arahi hain.

                Comment


                • #9
                  Re: Roza aur Namaz

                  Last edited by sag-e-attar; 10 October 2009, 02:32.

                  Comment

                  Working...
                  X