Asslam o alaikum.
agar kisi insan ki bahot sari namazein qaza ho gai ho or koi andaza bhi na ho ke kitni namazein qaza hui hain to aisi halat mein qaza namazein kaise parhi jayengi?
aur kis waqt parhi jayein aur un mein kya parha jaye?
kisi mufti sahab ne tareeka bataya tha lekin zahen se nikal geya hai.plz aap log yehan sahi tareeka batadein.

Comment