Dear Friends
Kia aap main say koie mujhay seerat ul nabi ya kisi hadees k ref. say Hazrat Ali and Hazrat Fatima ki shadi ka ahwal bata sakta hay? Actually aik confusion hay.
Meri aik dost ka kehna hay k Hazrat Muhammad (P.B.U.H) nay Hazrat Fatima ko jo jahaiz k tor pay chand cheezain di thin woh Hazrat Ali ki Zarah Baktar baich k khareedi gaie thin.
Jub k meri aik dosri dost ka kehna hay k Hazrat Ali ki Zarah baktar ko baich k walimay ka ahtimam Hazrat Muhammad (P.B.U.H) nay kia tha jub k Hazrat Fatima ko jo jahaiz dia tha woh Hazrat Muhammad (P.B.U.H) nay khud dia tha.
So Please meri iss confusion ko dur karnay main meri madad kijiye. :jazak:
Shukriya
Umaima Khan

Comment