Assalaam Alaikum azeez saathiyon
umeed karta hon ke aap sub Allah Talah ke Fazal-o-Karam se theek hon ge :rose
Aaj aap sub se kuch anmool hurf ek nazam ki sorat me share kar raha hon...
Ye Nazam " Qura'an Ki Faryaad " , mehaz sirf ek nazam nahi
bulkay ye nazam apne undar faryaadon ka samandar liye hue hai,
Is nazam ka har ek hurf hume hamaray garebaan me jhankne ko kehta hai
aur hum se ye sawal kar raha hai ke
kiya hum waqaii ek musalmaan hen?
Kiya sirf Kalma parh lene se hum Musalmaan ho jayen ge?
Kiya hum apne musalmaan hone ka haq ada kar rahe hen?
Aaj hum jin mushkilaat or pareshaniyon me ghiray hue hen, pori dunya me ruswa ho rahe hen,
ye sirf or sirf apne deen ISLAM se dori ka nateeja hai,
Hum log apni dunyaawi zindagi me itne masroof ho gaye hen ke hum ye tuk bhool gaye hen ke
hume is duniya me kis liye bheja gaya hai,
" Allah Talah hum sub ko Qua'an Paak parhne , is ko samajhne
aur is per Amal karne ki toufeeq ata farmayen "
Ameen

Comment