Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aankhien kholiey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aankhien kholiey

    jinaab
    Assalam-o-alaikum
    naya topic arsaal hai.
    Attached Files
    بذریعہ اردوآن لائن قرآن پڑھنا سیکھیں اور سند بھی حاصل کریں
    www.bazam.co.cc

  • #2
    Re: Aankhien kholiey

    sabeel welcome on board

    haqeeqat hamesha hamein talkh lagti hai :) ,
    mey ziada kuch to nahi kahun gi magar itna zaroor kahun gi key peechley dino meyri nazar apney pehley prime minister khan liaqat ali khan ki is baat per perhi

    "Pakistan hamarey liye aik tajurba gah ho ga aur hum dunya ko deykha dein gey key teyra so barss pauraney asool abhi tak kaaramad hein"


    hamarey aaj key daur key halaat bhi kuch unhi dino ki tarhan nazar aatey hein aur aik baar phir hamein aeysey logon ki zaroorat hai jo phir sey sab ko ikhata ker sakein aur apni pehchan yaad dila sakein.......

    aur ye log hum khud bhi ho saktey hein inshAllah
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Aankhien kholiey

      Nice info...really ghaflat aur laparwahi se kaam liya to jurm e azim ka artekab hoga.
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #4
        Re: Aankhien kholiey

        Shayed hi koi ho jo yeh tehreer parh kar is ka jawaab NAFI main dega..yeh tehreer na parhtay huway bhi ham jaantay hain k kiya halaat hain? aur kis qadar bhayanak nataij saamnay aa'saktay hain.is k ba'wajud khuab-e-ghaflat hay k toot'ta hi nahi hay...yeh is liye nahi toot'ta k ham chahtay hi nahi hain jaagna...doosri important baat yeh hay k aik aam insaan agar yeh koshish karta bhi hay to us ki awaaz daba di jati hay us par sahib-e-ikhtiyaar kisi na kisi tarha apna ghaira is tarha tang karta hay k aisay jazbay rakhnay walon ki awaaz Naqqar khanay main Tooti ki awaaz sabit hoti hay..ham main kami hi ittifaaq ki hay.warma ham :alhamd: har buraai par qabu pa saktay hain agar Mehmood.o.Ayaaz ki tameez bhool kar har burai k khilaaf amali qadam uthnay ki jurrat peda ho jaey...
        :roseENIGMA:rose

        Comment


        • #5
          Re: Aankhien kholiey

          Assalaam o alaikum
          bohat achi post hay. kaamil eemaan ki nishaaniaaN haiN k bura kaam haath say rokay uss say kamm iman hay to zaban say wagarna iman bohat kamzor hay to dil hi main bura keh lo. yai hi iman ki kami hamari qaum ko laahaq hay k buray ko bura samajhtay haiN kuch arsay takk to rok b laitay thay uss k baad yai kaam sirf zaban takk hi mehdood ho k reh gya laikin aaj kal to buraee ko buraee samajha hi nahi jaa raha. baaqi maamlaat to bohat baad k haiN. ilaaj tashkhees k baad hota hay tashkhees ki jaanib koi tawwajo hi nahi hay to ilaaj kabb ho ga.
          wasalaam
          Raza Baykamal

          kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

          Comment


          • #6
            Re: Aankhien kholiey


            Merey Tamam Forum Dostoon ko
            Assalam-o-alaikum.
            Aap key khayalaat parhey yaqeen karein Aakhonn main Aansoo agaey.
            Agar saree quom key khyalaat aisey ho jaein to allah ki qasam ham dunya main aik bawaqaar quom ban saktey hain.
            pleas visit the website
            www.sabeelh.tk
            QAMAR AHMAD
            بذریعہ اردوآن لائن قرآن پڑھنا سیکھیں اور سند بھی حاصل کریں
            www.bazam.co.cc

            Comment


            • #7
              Re: Aankhien kholiey

              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Aankhien kholiey

                thanx dear.
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #9
                  Re: Aankhien kholiey

                  thanks realy nice sharing :rose :thmbup:
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment

                  Working...
                  X