Hazrat Ali (razi Allah hu Anhu) say kissee nay poocha ya hazrat (razi Allah hu Anhu);
Qareeb kia hai?
Farmaya: Qyamat
Aur qareeb ter?
Farmaya: Mout
Ajeeb kia hai?
Farmaya: Dunia
Aur Ajeeb ter?
Farmaya: Talab-e-dunia
Shadeed kia hai?
Farmaya: Allah ka dunia main azaab
Aur Shadeed ter?
Farmaya: Allah ka Akhirat main azaab
Wajib kia hai?
Farmaya: Tauba
Aur wajib ter?
Farmaya: Gunah k forran baad tauba
Mushkil kia hai?
Farmaya: Apni qabar main otarna
Aur mushkil ter?
Farmaya: Baghair naik amaal k apni qabar main otarna.
Qareeb kia hai?
Farmaya: Qyamat
Aur qareeb ter?
Farmaya: Mout
Ajeeb kia hai?
Farmaya: Dunia
Aur Ajeeb ter?
Farmaya: Talab-e-dunia
Shadeed kia hai?
Farmaya: Allah ka dunia main azaab
Aur Shadeed ter?
Farmaya: Allah ka Akhirat main azaab
Wajib kia hai?
Farmaya: Tauba
Aur wajib ter?
Farmaya: Gunah k forran baad tauba
Mushkil kia hai?
Farmaya: Apni qabar main otarna
Aur mushkil ter?
Farmaya: Baghair naik amaal k apni qabar main otarna.
Comment