Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Faal nikalna kesa hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Faal nikalna kesa hai ?

    assalamalikum
    kuch islamic books main faal di hoti hai kay jo baat pata karwani hai kuch numbers deye hotay hian kuch surtian parh kay ankhian band kar kay kisi number pay hath rekhoo pher agay detail di hoti hai un ki ...aisa hi kuch hota hai ...or islamic books main hoti hain aisi faal.......in ki kia haqeeqat hai :mm:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Faal nikalna kesa hai ?

    :donno::donno:

    Comment

    • #3
      Re: Faal nikalna kesa hai ?

      Originally posted by Aanchal View Post

      Walykum salam!

      Dear Aanchal!

      Faal nikalna islam may jaiz nahi. Allah Quran may farmata hai k "qias aur guman ki parwee maat kero".

      Prophet (peace be upon) k farman-e-mubarik "faal nikalna jaiz nahi hai kyoon k koi cheez na saad hotee hai na manhoos hotee hai. Albatta faal sirf achee baat ya achaa kalama hai". (sahi bukhari -aqeeda)

      Allah surah-Maida may farmata hai; k joey k teeron aur pansoon say apni qismat mat maloom karo yeh shaitaneee fail hai".

      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment

      • #4
        Re: Faal nikalna kesa hai ?

        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post

        bayshaQ :SubhanAllhaa::jazak:

        Comment

        • #5
          Re: Faal nikalna kesa hai ?

          faal nikalana bilkul haram cheez hai, iss ki hadees bhi hai keh jo shaks bhi faal nikalwata hai uss ki 40din ki dua qabol nahi hoti

          Comment

          • #6
            Re: Faal nikalna kesa hai ?

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            Walykum salam!

            Dear Aanchal!

            Faal nikalna islam may jaiz nahi. Allah Quran may farmata hai k "qias aur guman ki parwee maat kero".

            Prophet (peace be upon) k farman-e-mubarik "faal nikalna jaiz nahi hai kyoon k koi cheez na saad hotee hai na manhoos hotee hai. Albatta faal sirf achee baat ya achaa kalama hai". (sahi bukhari -aqeeda)

            Allah surah-Maida may farmata hai; k joey k teeron aur pansoon say apni qismat mat maloom karo yeh shaitaneee fail hai".

            MashaAllah ! :salam:

            Comment

            • #7

              :jazak:

              hum ne b parha hai k faal nikalna jaiz nahi hai
              magr phir Quran pak k aakhir mein kion faalname diye jate hain
              un ko koi rokta kion nahi ?
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Faal nikalna kesa hai ?

                Originally posted by WASI ANJUM View Post
                :jazak:

                hum ne b parha hai k faal nikalna jaiz nahi hai
                magr phir Quran pak k aakhir mein kion faalname diye jate hain
                un ko koi rokta kion nahi ?
                mery paas jo book hai us main to Qurani faal nama bhi hai kay jo baat pata karni hai ankhian band kar kay Quran ka koi page khulian or us main maslay ka hal dhoundian :mm:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Faal nikalna kesa hai ?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  mery paas jo book hai us main to Qurani faal nama bhi hai kay jo baat pata karni hai ankhian band kar kay Quran ka koi page khulian or us main maslay ka hal dhoundian :mm:
                  jin kitaboon main tum ne paRha hai wo islaami nahien hain.... agr aqeede ko dekho tu aankh band kr wese bhi maloom kia ja skata hai............ quran tu in kamoon k lie nahien hai quran tu aik amli aur khuli baat pesh byaan krta hai jo insaan ki zindagi main amli tor per shaamil hai aur jo bhi quran k hawale se ye baat krta hai us apna ehtesaab krna chahie.......

                  istakhara hai jis ko kuch loog ghuma phira kr pesh krte hain agr aap ko kuch maloom krna ho tu aap normaly kia krte hain ye aap behtar samujhe hain musaam k haal k lie mehkma musamyaat wale batate hain hr cheez ki wajah hoti hai.... math k sawal hai tu us ka jawab us method se hi hal kia jaie ga ye medical ki tareeqe se.
                  hai talash aik gumshuda ki :tasali:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Faal nikalna kesa hai ?

                    Originally posted by masroor View Post

                    Bohut khoob! Bilkul sahi kaha aap nay.:jazak::SubhanAllhaa: Waisay bhi na yeh cheez hamaray Nabi Muhammad (s.w) say sabit hai aur nahi sahaba kiram (r.a) nay quran ko faalname nikalnay k liye use kia. yeh sirf aur sirf hamari jihalat hi jo quran ku aisay kamoun k liye istamaal kertay hain. Allah hum ku seedha rasta dekha, un logoon ka rasta jinn per too nay inaam kia, na k un loogoon ka jinn per tera ghazab nazil hoa aur na un ka ju apna rasta kho bethay. (Aamin).

                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment

                    • #11
                      Re: Faal nikalna kesa hai ?

                      Jazaak Allah

                      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                      Bohut khoob! Bilkul sahi kaha aap nay.:jazak::SubhanAllhaa: Waisay bhi na yeh cheez hamaray Nabi Muhammad (s.w) say sabit hai aur nahi sahaba kiram (r.a) nay quran ko faalname nikalnay k liye use kia. yeh sirf aur sirf hamari jihalat hi jo quran ku aisay kamoun k liye istamaal kertay hain. Allah hum ku seedha rasta dekha, un logoon ka rasta jinn per too nay inaam kia, na k un loogoon ka jinn per tera ghazab nazil hoa aur na un ka ju apna rasta kho bethay. (Aamin).
                      hai talash aik gumshuda ki :tasali:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Faal nikalna kesa hai ?

                        جزاک اللہ خير

                        Comment

                        • #13
                          Re: Faal nikalna kesa hai ?

                          jazakAllah

                          Comment

                          Working...
                          X