Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

<<yasrab k wali>>

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • <<yasrab k wali>>

    Aik naat applogon nay suni hoge "yasrab k wali " app logon k khiyal main kia is main jo words use kiya gay hain woh sahi hain
    huzoor e pak sallalahu elahay wasalam ko kah agay ahai k saray nabi unkay dar k sawali hai Astagferullah

  • #2
    Re: &lt;&lt;yasrab k wali&gt;&gt;

    Originally posted by <<Muqadas>> View Post

    Yeh naat bohut parhi jaati hai, laykin iss k alfaaz sahi nahi hain. Allah nay jitnay rasool aur anbia (s.w) iss dunia main bhaijay woh sif aur sirf Allah k dar k sawali thay. Na hi Prophet Muhamnmad (s.w) ka koi farman-e-mubaraik hai k baqi anbia meray dar k sawali hain.

    Sahi Bukhari / Sahi Muslim main Hazrat Abdullah bin Masood riwayat kertay hain, K aik sahabi nay prophet Muhammad (s.w) ku mukhatib ker k kaha "Aai sardaroon k sardar" tu prophet Muhammad (s.w) nay unn ku iss terha kehnay say mana farmaya aur phir aap nay faramaya k "main Allah ka banda aur uss ka rasool hoon bas yahee kaho".

    Aur ham namaz main (tashad) k waqat bhai yahee dua kehtay hain "hum gawahi daitain hain k Muhammad (s.w) Allah k banday aur rasool hain".

    waslam

    Allah may bless all of us and show us His and His ways of Prophet Muhammad (peace be upon him). (Aamin).

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #3
      Re: &lt;&lt;yasrab k wali&gt;&gt;

      bilkul durust farmaya apnay :jazak:aur iskay elawa bhi natain hain jin main bila rok tok is tarhan lafz aada hotay hain aur shukaria jawad sahab tafsel saty repl karnay ka

      Comment

      • #4
        Re: &lt;&lt;yasrab k wali&gt;&gt;

        Originally posted by <<Muqadas>> View Post
        bilkul durust farmaya apnay :jazak:aur iskay elawa bhi natain hain jin main bila rok tok is tarhan lafz aada hotay hain aur shukaria jawad sahab tafsel saty repl karnay ka
        Thanks Muqadas for your kind compliments. You are most welcome anytime. :jazak:

        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment

        Working...
        X