Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

namaz question plz help

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • namaz question plz help

    Asalam O Alaikam
    Bai Logo Mein Nay Aik Islami Kitab Mein Para Tha Jab Masjid Mein Namaz Kay Liye Jai Tu Maslan Agar Esha Ki Namaz Ki Pehli Char Suntay Hoti Hai.agar Jamat Honey Say Pehley Time Ho Tu Pehli Sunnato Say Pehley 2 Rakaat Dahiyatul Masjid Perhae Jai Tu Ziyada Afazal Hai Phir Agar Time Ho Tu 4 Sunnat Perhay.
    Barey Karab Yeh Batai Kay Yeh Kaise 2 Rakat Perhatey Hai In Ki Niyaat Kiya Kero.......!
    sigpic

  • #2
    Re: namaz question plz help

    My dear Brother!.

    Yeh Prophet Muhammad (P.B.U.H) ki sunnat say sabit hai k jab bhi aap masjid main namaz k lyain jain aur farz namaz main waqat baqi ho tu 2 rakat nafil namaz tahyitul wazdu ada ker lain. Iss ka bara sawab hai.

    Raha neyyat ka masala, tu Muhtram, neyyat zubaan say kerna sahi nahi kyun k yeh Rasool-ul-Allah wasalam say sabit nahi hay. Neyyat dil k iraday ku kethty hain. Koi bhi namaz ho zuban say neyyat kernay ki zarrorat nahi. Sirf dil main nayyat ker lain. Agar iss baray main koi hadees ka reference chahye tu, please free to ask. I'll provide you accordingly.

    Wasalam
    Jawad :alhamd:


    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment


    • #3
      Re: namaz question plz help

      Jazak Allah
      :36_3_21[1]::36_3_21[1]::36_3_21[1]:

      Comment


      • #4
        Re: namaz question plz help

        bai agar zuhar ki namaz ho tu agar time 5 min ho tu 2 rakat nafal perhay ya 4 sunnat mugda parey..........?
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: namaz question plz help

          Dear Brother!

          Hazrat Abdullah ibn-e-umer (razi Allah anhu) nay aik dafa zuhur k farz namaz say pehlay 04 rikaat k bajaay 02 rikat suunat-e-muqida perhi (time ki kami ki wajah say).

          Farz namaz k baad Muhammad (s.w) nay un say poocha k 'yeh tum nay koun si namaz parhi'. Abdullah ibn-e-umer nay kaha 'Ya rasool-ul-allah time k ki kami k wajah say mainay 04 k bajaay 02 rikaat sunnat parhi. Tu Muhammad (s.w) yeh son ker khamoosh rahay. Jiss ka matalab hay k agar time ki kami hu tu 04 k bajaay 02 rikaat sunnat-e-muqida bhi parhi jaa sakti hai. (mujafiq alleyh haddes).


          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment


          • #6
            Re: namaz question plz help

            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
            My dear Brother!.
            Raha neyyat ka masala, tu Muhtram, neyyat zubaan say kerna sahi nahi kyun k yeh Rasool-ul-Allah salalahou alehi wasalam say sabit nahi hay. Neyyat dil k iraday ku kethty hain. Koi bhi namaz ho zuban say neyyat kernay ki zarrorat nahi. Sirf dil main nayyat ker lain. Agar iss baray main koi hadees ka reference chahye tu, please free to ask. I'll provide you accordingly.

            Wasalam
            Jawad :alhamd:
            Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh!

            Comment

            Working...
            X