Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dhari

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dhari

    Asalam o Alikum
    Attached Files

  • #2
    Re: Dhari
    #2
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: Dhari

      khuram bhai really nice and informative post
      lakin main khudh dahri nahi rakhna main kia keh sakta hun

      Comment


      • #4
        Re: Dhari

        :thmbup: :rose
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • #5
          Re: Dhari

          Dhari sey insaan moazzaz lagta hai aur buzurgi ka ehsaas hota hai. Aur bohat sey gunahon sey bach jata hai. Bohat achhi maloomaat baham farmaee hain Khurram. Khush raho.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Dhari

            Dhari Sunnat Nabvi hay.......Allah ka shukar hay ke Mon per hai :) aur is ki hifazat karna bhi bakhoobi janta hoN :)
            Bohat shukrya KHurram bahi :)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: Dhari

              :thmbup: :rose Bohat achii maloomat share kere hain aap nay.Allah tala sabko is per amal kerny ki toufeeq ata ferma'ay

              Comment


              • #8
                Re: Dhari

                nice sharing:thmbup: or me aik baat poochna chahun gi ke ye jo aj kal feshion he ke dharhi ke naam par nit naey design bnaey jate hen akser ne to just aik dott sa hi chor rakha hota he jese makhi bethi ho is tarah ki dharhi kia mazak nahi he?or kia jo esa karte hen wo gunahgaar nahi hote?mere apne cozin ne esi darhi rakhi me ne toka to bola tumhen kia pata ye aj kal rawaj he

                Comment


                • #9
                  Re: Dhari

                  Shy saaf zahir hay Gunah-e-Azeem hay .Nabi pak ki sunnat ke sath mazaq hay yeh to.....
                  Darhi rakho to mukamal rakho......Dhari ko baraho aur moonchon ko Chota karao(Al hadith)
                  Allah

                  Comment


                  • #10
                    Re: Dhari

                    Thxxx 4 All

                    Comment


                    • #11
                      Re: Dhari

                      Originally posted by shy
                      nice sharing:thmbup: or me aik baat poochna chahun gi ke ye jo aj kal feshion he ke dharhi ke naam par nit naey design bnaey jate hen akser ne to just aik dott sa hi chor rakha hota he jese makhi bethi ho is tarah ki dharhi kia mazak nahi he?or kia jo esa karte hen wo gunahgaar nahi hote?mere apne cozin ne esi darhi rakhi me ne toka to bola tumhen kia pata ye aj kal rawaj he
                      1st to wo Dhari Nahe Dhari ka Mazaq Hai or kuch nahe jis per Guna Hota Hai or Yeh to un logoon ko tab Maloom ho k un ko Dhari k Fazail ka Pata ho jab un ka he Eilam nahe to per yeh Jahil he Hain

                      2nd kuch loog khetay hain k "KSA, Sudia " k Loogoon nay Aise Raki hai to un k liye Sirf Aitna Kafi hai k Islam " KSA, Sudia " waloon ka Nahe Hai yeh Allah ka Deen hai or Allah nay or Allah k Rasool S.a.w nay Humain Deen-e-Islam k Barey May Bataya Hai

                      Example :
                      Aik Non-Muslim " Muslim " Hota hai or us nay Dhari nahe Raki or wo Base yeh Banata hai k Paskitan Muslim Country hai or Paksitan may 75% Muslims ki Dhari nahe Thats y Mein be Nahe Rakhta... Bilkul aisi Baat wo Loog kertay Hain jo " Friench Cut " rakh ker yeh Khetay Hain k Hum nay Sudia wali rakhi hai jab k Aisa nahe Hai Islam na Pakistani ka hai na Sudia ka Islam Allah or us k Rasool S.a.w ka Hai or Jisa Unhoon nay Bataya woi Best hai or us ki Galat Tashreeh kerna Sakt guna hai.. ( Allah Bheter Janta Hai )

                      Comment


                      • #12
                        Re: Dhari

                        Assalaam o alekum,


                        :jazak: :jazak: bahoot hi umdeh aur maaloomaati sharing shukriyaa hum se share kernien kaa khush rahien
                        :tang: RISK IS MY BUSINESS

                        DANGER IS MY GAME

                        DONT PLAY WITH ME
                        BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                        Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                        Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                        Comment


                        • #13
                          Re: Dhari

                          thxxxxxxxxxxxxxxxx sheik jeeeeeeeee

                          Comment


                          • #14
                            Re: Dhari

                            Jazak Allah khair
                            wasalaam..

                            Comment

                            Working...
                            X