Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

saddqa ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: saddqa ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    thanxx :rose

    mujhay kuch mazeed sawal pouchnaya hain is pay kay
    1) aik lady hian wo kafi soona pehnti hian sab beetiyan bhi us ki ..maian nay un say kaha aap ko to zakat bhi kafi deeni parti hoo gee ...baqool un kay kay ham pay zakaawat nahi banti ...wo aisay kay un kay hain 11 bachay or jitna bhi gold hota hai wo youn calculate karti hain kay aik aik bachay kay 5,6,7 toolay tak or apnay bhi aisay ...youn kisi kay 7 1/2 toolay bantay hi nahi ....
    Malkeyat ka kia matlab hota hai ? shadi say pehlay to ladies gold apsay paas rekhti hain to pher zakawat bhi total mila kay unhay deeni chaye na ? wo us waqat hi alag alag kar kay calculate karti hain .........
    agar aisay zakwat calculate ki jaye to buhat kam logoo ko deena parti hoo gee pher :)
    Allah O akabar!!!!!!!!
    Oh meray Allah "
    Loag b janay kiya kiya kartay hein ..
    Astaghfirullah

    Aanchal aap Inn k dhokay mein nahi Aaein ..
    aap Khud ...Deykhein jessay Aabi Bhai nay bataya hai
    WOhi sahi tareeqa hai

    aur agar iss tarak LoagoN se agar hamein Koi waswasaa aata hai
    Tu hamein seedha seedha Quraan aur sunaah ko deykhna chahiyay
    Sahi Bukhari sahih Muslim ....aur baqi ..aahdess mein Baab ul Zakat
    ya kitab ul Zakat k hawalay se sab details mojood hein

    Phir Sorrah -e Baqaraa ki Tafseer ko deykh lein
    Alhamdolillah oss mein sab ehkaamat mojood hein

    Allah Taalah Inn Sahiba aur inn k sath hamein b ..
    Mukamal Deen ka Sha`oor Aata karay ameen sum ameen..

    Comment

    Working...
    X