salaam kea haal hian aap saab ka .muje aik sawal puchna ta ke ramazan main agar aik aurat ko bacha behda hoo to kea wwo us bache ko feed keawa sakti hian ya phir woo bacha koi 5 6 month ka ho to phir bi karwa sakti hian rooza rakh kar ke nahi,,,,.
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
aik sawal
Collapse
X
-
Re: aik sawal
Originally posted by barsaat786 View Postsalaam kea haal hian aap saab ka .muje aik sawal puchna ta ke ramazan main agar aik aurat ko bacha behda hoo to kea wwo us bache ko feed keawa sakti hian ya phir woo bacha koi 5 6 month ka ho to phir bi karwa sakti hian rooza rakh kar ke nahi,,,,.
mere Khayaal se feeding karvaane se roza nahiiN TooTtaa haN bachche ke liye khoraak emn kami aa saktii hai is liye nursing mother ko roza chhoR dene kii chhoT haasil hai jiski qaza bad emn rakh sakti haiN. bachcvhe kii sehat ziyada zaruri hai is liye Allah ne yueh bahot baRii sahoolat de rakkhi hai.
jahaN tak 5-6 maah ke bachche ka ta'alluq hai vo chuN k digar cheezeN khaa sakta/sakti hai is liye agar feeding karvaanii zaruru na hio to roza nahiiN chhoRnaa chaahiye. haN agar feeding karvana laazmi ho to us surat emn bhi roza chhoRaa jaa sakta hai. yeh sharaii uzr valid hai...even poori feeding muddat tak allowed hai roza chhoRnaa. wallaho aalam :)
Fall view from inside my car
near my work place :)
-
Re: aik sawal
اسلام علیکم آپ کے سوال کے جواب میں مختصرا عرض ہے کہ کتب معتبرہ میں روزہ سے معذوری کی جو چند وجوہ بیان کی گئیں ہیں ان میں سے ایک یہ بھی ہے کہ حاملہ اور دودھ پلانے والی عورتیں جن کو اپنا یا اپنے بچے کو نقصان پہنچنے کا اندیشہ ہو ان سب کو جائز ہے کہ رمضان کے روزوں کو ملتوی کر دیں اور عذر دور ہونے پر ان کی قضا کریں۔ مگر جسمانی نقصان کا اندازہ قائم کرنے میں خود اپنی رائے معتبر نہیں ہے بلکہ کسی ماہر ڈاکٹر یا طبیب کی شہادت ضروری ہے۔ اور جہاں تک بات ہے میک اپ سے روزہ ٹوٹ جانے کی تو ہماری ناقص رائے میں فقط میک اپ کرنے سے روزہ فاسد نہیں ہوتا ۔
باقی واللہ والرسولہ اعلمساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment