Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Qiyamat ki Nishaniyaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Qiyamat ki Nishaniyaan

    jazak ALLAH bohat acha likha aur haqeeqt k ayny main hum ko hamri tasweer dikha de aap ny . aap ny bilkul saheeh farmaya k hamary moashray main burai ko kar k bary fakhar se bataya jata hy aur ye sab is liye hua hy k gair qoomon ki taqleed main hum is had tak guzar gay hain k ab hamary haan achai aur burai ki tareefeen hi badal chuki hain burai burai naheen rahi balk wo feshon ban gai hy aur usy insaniyat ki meraj samjha jany laga hy jab k achai k taswur ko backword logon se tabeer kiya jata hy . hum log bahasiyat milat ya qooom k itny behis ho chuky hain k hamri sari dunia main koi hasiyat naheen AMREECA ka agar kuta bhi marta hy to pouri duniya main zalzala aajat hy jab k hamary mulak k shehri chay wo amreeeca main ho ya soudi arabia main usy wahaan zilat ki nigahon se dekha jata hy aur agar wahaan usy qatal kardiya jay to hamari hakoomat bajay un mulkoon par dabao dalny k ulta un se mazrat ka izhar aur jee hazuri karti hy k ji hamri hi ghalti thi k hum ny usy wahaan bejha .....
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #17
      Re: Qiyamat ki Nishaniyaan

      Nice Post......
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment

      Working...
      X