Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rasoomaat....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Rasoomaat....

    slam mohtram.
    mera aik swal hay k kia
    namaz haj roza... kia yeh islamic rasoomat hian?
    mujy pata hay yeh to ebadat hain
    lakin jaisa humain samjaya jata hay k en ko kaisy kaisy adda karo
    jaisy k tableeghi jamatain aker kehti hian k namaz paro
    mujy aisa lagta hay k jaisy yeh sab rasoomat main shamil hian.
    jab banda ka dil kary os time ebadat kary....jab banda ALLAH kee muhabat main sarshar ho jay to os ka dil bejaa ebadata aur shuker ada karny ko karta hay
    ager dil mainkoi muhabat na ho.. to bus aisa hee namaz pary roza rakhy ya pher haj kary koi maza nahi ata
    maza to tab hy k banda ka dil kary k main namaz paroon.
    main yakeen k sath keh sakta hun balky mera personaly tajerba hay
    jab maiin roza rakhta hun to mery dil main koi b khiyal nahi hota k main roza rakh raha hun ya pher namaz par raha hun aisa lagta hay k bus
    koi kaam zuma hay wo jaldi jaldi khatam kar raha hun...

    han kuch din aisy aye they meri life main mera dil bar bar namaz ko karta tha k her wakat namaz hee ada kerta rahon...

    what is this
    mera swal yeh hy k ager namaz main dil na lagy aur roza rakhny ko dil na kary lakin pher main dil main yakeen ho k ALLAH muj sy khush hy to aisi halat main kia karna chayee
    buhat buht shukeria ap ka
    :re:
    [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

    See you Real Face in here 372-shed

    Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

  • #2
    Re: Rasoomaat....

    اسلام علیکم میرے بھائی آپکے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کہ نمازاور روزہ یہ محض رسومات کا نام نہیں بلکہ یہ ارکان اسلام ہیں اور نماز کو تو دین کا ستون قرار دیا گیا ہے لہذا یہ ہم پر لازمی فریضے ہیں کہ جن کی ادائگی ہر حال میں لازم ہے سوائے اضطرار کے ۔ ۔ ۔ باقی رہا آپ کا یہ کہنا کہ اگر انسان کا دل مطمئن ہو اور وہ نماز روزہ نہ کرئے تو ایسی صورت میں کیا کرنا چاہیے تو بھائی اس سوال کا جواب بہت طویل ہوسکتا ہے مگر سردست صرف اتنا عرض کروں گا کہ اللہ پاک کی حکم عدولی کرکے کسی بھی مسلمان کا دل مطمئن یا خوش نہیں ہوسکتا بلکہ یہ شیطانی وسوسہ ہے کیونکہ اللہ پاک نے شیطان کو بڑی قوت دی ہے وہ انسان کو طرح طرح سے آکر ورغلاتا کہ تیرا رب تو تجھ سے راضی ہے لہذا تجھے نماز روزہ کی کوئی ضرورت نہیں اور ایسی صورت میں لاحول پڑھنی چاہیے اور زیادہ دلجمعی سے نماز اور روزہ کی طرف رجوع کرنا چاہیے کہ اس حالت میں نماز اور روزہ کے ساتھ ساتھ شیطانی وسواس کے ساتھ لڑنے کا اجر بھی بندہ کو ملے گا ۔ ۔
    باقی واللہ والرسولہ اعلم
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: Rasoomaat....

      JazkaAlalH abbi Bhai Aik dum sahi jawab diya aap nay..

      Jiss din Insaan ka dil apnay aap se mutamein ho ja-ay k ...
      Oss ko ebadat ki zaroorat nahi ...Tu WO oss k liyay Intaahi Takleef ka din
      hai k ..
      KioN k Mo`man kabhi b ...Be-fikar nahi ho sakta ..wo har waqt Khof-e Khuda
      mein rehta hai cha-hay ....Wo Kitan hee ebdat Guzaar Ho...


      Rasool Allah Saw....Se bhar k koi Bashr bhi Pak...Be-gunah ...
      Bazurg ..AAlii Muqam ho sakta hai ??
      Magar Onn Ki ebadaat ka aalaam ....Har Deen ko parhnay wala janta hai ..!
      Aur
      Hazrat Ibraheem wala waqia b tu aap ko yaad ho gaa ..Quran-e Majeed mein hai...
      K jab Onn nay yeh soacha tha k Onn Ki namaz Buhat achi mukamal hai ...
      aur wo do Farishtay Jab Allah taalah nay bheyjay ...aur onn k baagh mein chshmay
      ka Paani Khusk ho jana ...!


      yeh Shaitani wasway hein ....
      Fraaiz ki adaaigi tu lazim hai hee
      Onn Ko ehsan tareeqay se adaagii....!
      Ziyada Lazim hai ....

      Allah hum sab ki naiki hadyat de ..ameen
      aur khatima B Emaan ki halat per kara ameen sum ameen ...!

      Wa-AllaH Aalam ..!

      Comment


      • #4
        Re: Rasoomaat....

        Baaqi Ramdhan ka maheena waqi hamein celebrate karna chahiyay ..KioN ...

        Yeh aik wazia nishaani hai ....Namaz k baad ...Muslim honay ki

        Rozaa daar k liyay Khushi ka Maheena hai
        iss mein Ebaadaat ka ehtemaam karana
        Shaoor O aftaar mein dostoun ahbaab ko
        hamsaya mein rehnay waloun ko shamil karna
        Tuhfay deyna .....Sadaqaat ....Qiyaamu lail Ki Mahfil ka sajana
        yeh sab Ramdhan ki celebrations hein ....
        baqi Riza Farz ebadat hai ....aur hum apnay farai`z jitni dil jamii ...aur Khushoo...aur
        ehtemaam se adda karein gay ...InshaAllah Allah Taalah ki taraf se oss ka ajar otna hee
        azeem ho ga..

        Sab se bari Baat ....Ramdhan mein QURAAN-e PAAK se rishta jorna hai ..!

        Allah Taalah Hamein Tofiq ataaa karay amen sum Ameen !

        Comment


        • #5
          Re: Rasoomaat....

          allah App Donon Ko Jaza Day Amin
          :36_3_21[1]::36_3_21[1]::36_3_21[1]:

          Comment


          • #6
            Re: Rasoomaat....

            Originally posted by aabi2cool View Post
            اسلام علیکم میرے بھائی آپکے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کہ نمازاور روزہ یہ محض رسومات کا نام نہیں بلکہ یہ ارکان اسلام ہیں اور نماز کو تو دین کا ستون قرار دیا گیا ہے لہذا یہ ہم پر لازمی فریضے ہیں کہ جن کی ادائگی ہر حال میں لازم ہے سوائے اضطرار کے ۔ ۔ ۔ باقی رہا آپ کا یہ کہنا کہ اگر انسان کا دل مطمئن ہو اور وہ نماز روزہ نہ کرئے تو ایسی صورت میں کیا کرنا چاہیے تو بھائی اس سوال کا جواب بہت طویل ہوسکتا ہے مگر سردست صرف اتنا عرض کروں گا کہ اللہ پاک کی حکم عدولی کرکے کسی بھی مسلمان کا دل مطمئن یا خوش نہیں ہوسکتا بلکہ یہ شیطانی وسوسہ ہے کیونکہ اللہ پاک نے شیطان کو بڑی قوت دی ہے وہ انسان کو طرح طرح سے آکر ورغلاتا کہ تیرا رب تو تجھ سے راضی ہے لہذا تجھے نماز روزہ کی کوئی ضرورت نہیں اور ایسی صورت میں لاحول پڑھنی چاہیے اور زیادہ دلجمعی سے نماز اور روزہ کی طرف رجوع کرنا چاہیے کہ اس حالت میں نماز اور روزہ کے ساتھ ساتھ شیطانی وسواس کے ساتھ لڑنے کا اجر بھی بندہ کو ملے گا ۔ ۔
            باقی واللہ والرسولہ اعلم
            Lakin main ny dekha hay k takreeban sab loag hee aisiy hee aik adaat dall rakhi hay namaz kee..
            ajeeb muslim aur ajeeb islam hay yeh.........
            [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

            See you Real Face in here 372-shed

            Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

            Comment


            • #7
              Re: Rasoomaat....

              Originally posted by Amico View Post
              Lakin main ny dekha hay k takreeban sab loag hee aisiy hee aik adaat dall rakhi hay namaz kee..
              ajeeb muslim aur ajeeb islam hay yeh.........
              to phir aap hi bata do k aap ko kaysa islaam chaiye?
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #8
                Re: Rasoomaat....

                Originally posted by Amico View Post
                Lakin main ny dekha hay k takreeban sab loag hee aisiy hee aik adaat dall rakhi hay namaz kee..
                ajeeb muslim aur ajeeb islam hay yeh.........

                To bhai us ne bataya na ke yeh shetaani waswasa he, aur deen se doori he.

                Quran ko samaj ke perho, aur apnay faraiz mein kootahi na karo, aur Allah se Hidayat ki duaa karo
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Rasoomaat....

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  to phir aap hi bata do k aap ko kaysa islaam chaiye?
                  mery khiyal main jab bandy k dil main ALLAh aur os k rasool kee muhabat jaag jay tab osy namaz parhni chayee
                  balky main to yeh kahonga k k namaz ka maza hee tab hay..
                  [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                  See you Real Face in here 372-shed

                  Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                  Comment


                  • #10
                    Re: Rasoomaat....

                    mery bhai deen sy doori nahi hay elam aur muhabat sy doori hay
                    [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                    See you Real Face in here 372-shed

                    Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                    Comment


                    • #11
                      Re: Rasoomaat....

                      Originally posted by Amico View Post
                      mery bhai deen sy doori nahi hay elam aur muhabat sy doori hay
                      Aap ke is jawaab ne mujay La'jawab ker diya. Allah aap ke seenay ko Ilm ke noor se rooshan farmaye aur apni muhabat paida keray.
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Rasoomaat....

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        aap Ke Is Jawaab Ne Mujay La'jawab Ker Diya. Allah Aap Ke Seenay Ko Ilm Ke Noor Se Rooshan Farmaye Aur Apni Muhabat Paida Keray.
                        Thanks Man U Are Welcome.
                        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                        See you Real Face in here 372-shed

                        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                        Comment

                        Working...
                        X