Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Ya Arhamur Rahimeen"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "Ya Arhamur Rahimeen"

    salam friends,

    Dua ki qaboliat ki koi ghaRi nahi, dua kabhi bhi qabool ho sakti hai leykin ham sab ye zaroor jantey heiN key rozey daroN ki dua zaroor qabool hoti hai inshAllah. Aik baar phir Pakistan ko hamari du'aoN ki zaroorat hai aur individually bhi ham sab ko du'a ki zaroorat rehti hai. Aap jab Pegham visit kareiN tau apney sarey waqt mey sey aik min. iss thread ko deiN. aur aap jitni baar bhi Ya Arhamur Rahimeen ka perh saktey heiN wo perheiN aur apney liye, apney mulk key liye aur poori muslim ummah key liye dua kertey jayein:rose
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Du'a time

    Originally posted by Xenya View Post
    salam friends,

    aur aap jitni baar bhi Ya Arhamur Rahimeen ka perh saktey heiN wo perheiN aur apney liye, apney mulk key liye aur poori muslim ummah key liye dua kertey jayein:rose
    zaror :insha:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: Du'a time

      Dua ki qabooliyat ka waqi koi time nahi ...

      Magar Kuch Oqaat Aahdith se Khas nazar aatay hein


      Ramadhan be Shak ...Onn mein se aik hai Roza Aftaar ka time ....ka khas zikr hai

      Oss k Elawa ....

      Jumaa k din ... khas tur per .....andhera honay se pehaly yaani ..Zuhar se Magrib k darmiyaan ka time .....

      Oss k baad Azaan ka time ...Jab Azan k bad se Imaam aqamat Parhay ....
      Barish k waqt ...
      Safar k doraan ....!

      Bass Niyat k kahlis honay ki baat hai
      Allah Taalah hamein Ghafil dil se dua mangnay se ....Door rakhay ameen sum ameen !

      Comment


      • #4
        Re: Du'a time

        Originally posted by Xenya View Post
        salam friends,

        Dua ki qaboliat ki koi ghaRi nahi, dua kabhi bhi qabool ho sakti hai leykin ham sab ye zaroor jantey heiN key rozey daroN ki dua zaroor qabool hoti hai inshAllah. Aik baar phir Pakistan ko hamari du'aoN ki zaroorat hai aur individually bhi ham sab ko du'a ki zaroorat rehti hai. Aap jab Pegham visit kareiN tau apney sarey waqt mey sey aik min. iss thread ko deiN. aur aap jitni baar bhi Ya Arhamur Rahimeen ka perh saktey heiN wo perheiN aur apney liye, apney mulk key liye aur poori muslim ummah key liye dua kertey jayein:rose
        bohat acha silsila.....Allah ham sab musalmano par rehem kare or hamen eeman ki takat ata farmaey ta k ham dobara dunya me izat se jee saken.ameen

        Comment


        • #5
          Re: Du'a time

          Originally posted by senorita View Post
          bohat acha silsila.....Allah ham sab musalmano par rehem kare or hamen eeman ki takat ata farmaey ta k ham dobara dunya me izat se jee saken.ameen

          vo zamane men moazziz the musalman ho kar
          or tum khowar huye tarike Quran ho kar

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment


          • #6
            Re: Du'a time

            Originally posted by SherAli View Post
            vo zamane men moazziz the musalman ho kar
            or tum khowar huye tarike Quran ho kar
            Bahut khooooooooob sher ali bhai....:SubhanAllhaa:

            Comment


            • #7
              Re: Du'a time

              Originally posted by Xenya View Post
              salam friends,

              Dua ki qaboliat ki koi ghaRi nahi, dua kabhi bhi qabool ho sakti hai leykin ham sab ye zaroor jantey heiN key rozey daroN ki dua zaroor qabool hoti hai inshAllah. Aik baar phir Pakistan ko hamari du'aoN ki zaroorat hai aur individually bhi ham sab ko du'a ki zaroorat rehti hai. Aap jab Pegham visit kareiN tau apney sarey waqt mey sey aik min. iss thread ko deiN. aur aap jitni baar bhi Ya Arhamur Rahimeen ka perh saktey heiN wo perheiN aur apney liye, apney mulk key liye aur poori muslim ummah key liye dua kertey jayein:rose
              Wa Alaikum Assalam,

              RAMZAN mein specially AFTARI k waqt duaa mangany ki bht fazeelat hay aur jessay GUL ji nay kaha k azaan k waqt jab IMAAN Aqamat perhay ..to :alhamd:in khas oqaat mein zarur zarur duaa kartay hain.....Specially pakistan ki saalmiyat aur us k waqr ki bulandidi k lieey:dua

              aur aap nay remind kerwaya to :insha:aur zyada duaa kareiN gayrose
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Du'a time

                Read!!

                Ya Allah hamein, hamarey mulk ko aur tamam muslim ummah ko apney Aman mey rakheiN AMeen..




                @ Gul

                thanks sis for informing :rose
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Du'a time

                  Ameen :insha:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Du'a time

                    Originally posted by SherAli View Post
                    vo zamane men moazziz the musalman ho kar
                    or tum khowar huye tarike Quran ho kar
                    bilkul sach kaha apne:thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Du'a time

                      Originally posted by Gul View Post
                      Dua ki qabooliyat ka waqi koi time nahi ...

                      Magar Kuch Oqaat Aahdith se Khas nazar aatay hein


                      Ramadhan be Shak ...Onn mein se aik hai Roza Aftaar ka time ....ka khas zikr hai

                      Oss k Elawa ....

                      Jumaa k din ... khas tur per .....andhera honay se pehaly yaani ..Zuhar se Magrib k darmiyaan ka time .....

                      Oss k baad Azaan ka time ...Jab Azan k bad se Imaam aqamat Parhay ....
                      Barish k waqt ...
                      Safar k doraan ....!

                      Bass Niyat k kahlis honay ki baat hai
                      Allah Taalah hamein Ghafil dil se dua mangnay se ....Door rakhay ameen sum ameen !
                      :jazak:

                      Ameen


                      @topic
                      Khuda karey meri arz-e-pak pe utrey
                      wo fal-e-gul jisey andesha-e-zawal na ho
                      :dua

                      Comment


                      • #12
                        Re: Du'a time

                        Read!!

                        Ya Allah................!!
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: "Ya Arhamur Rahimeen"

                          Ya Arhamur Rahimeen
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Du'a time

                            Originally posted by xenya View Post
                            read!!

                            Ya Allah Hamein, Hamarey Mulk Ko Aur Tamam Muslim Ummah Ko Apney Aman Mey Rakhein Ameen..

                            Ameen
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment


                            • #15
                              Re: "Ya Arhamur Rahimeen"

                              humari mugfirat farma ameen

                              Comment

                              Working...
                              X