Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dosti/Dushmni in Islam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dosti/Dushmni in Islam

    asslamoalikum
    my question is............"ISLAM ME DOSTI DUSHMNI KA MYAAR KYA HAI"
    kindly guide me according to QURAN N SUNNAH.
    PRAYERS
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Dosti/Dushmni in Islam

    Originally posted by sarah Gemini View Post
    asslamoalikum
    My Question Is............"islam Me Dosti Dushmni Ka Myaar Kya Hai"
    Kindly Guide Me According To Quran N Sunnah.
    Prayers
    Aap Ka Sawal Wazeh Anheen Hay Kaya Aap Ki Murad Musalmanon Ki Apas Main Dosti Hay Ya Degar Gair Muslim Qomon K Sath Taluqaat Ya Dosti Wagera? Wesay To Islam Main Saaf Saf Yehi Concept Hay K Dosti Aur Dushmani Mehz Allah Jhi Kliye Ki Jay . . .
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: Dosti/Dushmni in Islam

      ji bilkul mera matlab hai k muslims k liye dosti/dushmani ka kya mayaar hai.??
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Dosti/Dushmni in Islam

        Assalamo alikum

        Aabi Bhai Sahi reference jawab de gein ,,,....

        magar hammari dushmani b Allah k liyay
        aur dosti b Alalh k liyay honi chahiyay ....

        Aur dushmani ...ya narazgi .....k baray mein Tu Hukam hai k

        3 din se ziyada tark-e taaluk allowed nahi ...

        aur aik Sahi( muslim o Bukhari) hadees mein hai k ....har Monday aur thursday ko
        Janant k darwazay khol diya jatay hein aur har emaan walay ko jannat mein daakhil
        kar diya ja-ay gaa maagr onn ko nahi jin do muslims ki aapas mein narazgi ho ..

        aur junhi wo narzgi khatam karein ...jannat k darwazay onn k liyay khul jaatay hein..

        Salam aur dosti mein pehal walaoun per Alalh ki ziyada rehmat hoti hai ..!

        Baqi Wallah Aalam Bilsawab

        Comment


        • #5
          Re: Dosti/Dushmni in Islam

          Jazak Allah khair
          wasalam

          Comment


          • #6
            Re: Dosti/Dushmni in Islam

            bohth khoob.

            Comment

            Working...
            X