Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Qaza Namaz
Collapse
X
-
Re: Qaza Namaz
baqi Qaza naamz jo rozaan ki naamzaouN mein hum se qaza ho ja-ay tu ..
oss ko awal waqt ada kar deyna cahiyay ...
Jo loag ...5 waqt naamaz pahnay k paband hein wo
ossi tarteeb se qaza namaz ada karnay ki koshish karein
yani
pehlay faajar ki qaza aur oss k baad baqi din ki
qaza namaz.....
KioN insan honay k naatay hum se khata ho jaati hai
iss liya namaz ki qaza b ho sakti hai ...
! issi tarah baaz muqamaat per Qaza naamaz lazim nahi hai....
Khawateen k liyay iss mein khas ijazat hai ...
albata Rozay ki qaza laazim hai ....aur agar sehat aik dum ijazat na de ...ya moat
waqia ho ja-ay tu fidya deyna lazim hai ...!
Comment
Comment