Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Darood Shareef: Fazaeil,berkaat,samaraat
Collapse
X
-
Re: Darood Shareef: Fazaeil,berkaat,samaraat
Assalaam o alaikum
janab nau nehaal saab kya pyaari post ki hay aap nay bohat bhaee hay mujhay aur kya hi khoobsoorat reply b kiay haiN aik hazrat aur aik khaatoon nay aap teenooN hazraat o khatoon laaeq sadd tehseen Thehrtay haiN,, aap ko bohat bohat mubarak ho...
Mujh haqeer faqeer ki raaey maiN sabb say acha darood shareef wo hay jo k darood b ho aur salam b ho jaisa k aabi bhaee ki post maiN darj hay aur sabb say zyada mustamal darood shareef jo hamesha say sahaba e kiraam Ridwan ullaah e ajmaeen ki zabanoN par raha wo b issi shart pay poora utarta hay yaani " SALLALLAHO ALAIHE WASSALLAM" yaani aap ki zaat e wala sifaat pay darood b hoN aur salam b hoN" hamm ghareeboN faqeeroN ko apnay aaqaa pay salam bhaijnay say uss ka jawab aanay ki umeed hoti hay aur ALHAMDU LILLAH muhabbat walay hazraat ko jawab b aataa hay aur agar yai ummeed aik dafa b poori ho jayai to dunia aur aakhrat saNwar jaayaiN.. iss liay k salam jabb kia jayai to uss ka jawab b aataa hay aur agar sarkar e kareem AFDAL US SALAAT O TASLEEM ki taraf say jawab aa gya ho iss say zyada kya chahiyai...
Ummeed hay k yai nawai khaam aap ki samajh maiN aa gaee ho gi.. nahi to aabi bhai to haiN hi aap ko samjhaanay k liay ;)....
Wassalaam
Baykamal
kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho
Comment
Comment