Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kia ye mana hai??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kia ye mana hai??

    Assalam alikum
    mujhey do baatin maloom karni hain
    1. kia aurton ka qabrustan jana mana hai?
    2. kia aurtoon ka masjid main ja ke namaz ada karna sahi hia( jesey Ramadan main aksar aurtin jati hain....aur europe America main roz mar-rah ki namazon ke lein aurtin masjid main jati hain)?

    bara-e-meherbani
    Qur'an-o- hadith ki roshni main wazahat kar dein

  • #2
    Re: kia ye mana hai??

    JI HAN ORTON KO QUBRUSTAAN PAR JANA MANA , FATEHA GHAR SAY BHE SO SACTI HAY.

    MASJID MAYN NAMAZ ADA KAR SACTI HAYN , AGAR WAHAN KISEE GAIR MARD KI NAZAR NA PERTE HO , AGAR PARDAY KA KHAS INTIZAM HAY TOH PERH SACTE HAYN ...
    ( mayra is ans say agar koi dis-agree ho toh zaror batayai ga pls. )

    Comment


    • #3
      Re: kia ye mana hai??

      Originally posted by adnanbahrian View Post
      JI HAN ORTON KO QUBRUSTAAN PAR JANA MANA , FATEHA GHAR SAY BHE SO SACTI HAY.

      MASJID MAYN NAMAZ ADA KAR SACTI HAYN , AGAR WAHAN KISEE GAIR MARD KI NAZAR NA PERTE HO , AGAR PARDAY KA KHAS INTIZAM HAY TOH PERH SACTE HAYN ...
      ( mayra is ans say agar koi dis-agree ho toh zaror batayai ga pls. )
      Assalam alikum
      jawab deney ka shukriya
      magar mujhey inn jawabat ke references bhi darkar hain Qur'an-o-Hadith ki roshni main.

      Comment


      • #4
        Re: kia ye mana hai??


        walaikum salam...Ap ke pehle sawal ka jawab tu yeh hai..mai ne khud kuch books mai se perh ker likha hai..mai Ayat nahi likh saki..kyun ke inpage main kuch zair zaber ki ghulti hori thi...is liye sirf terjuma likha hai..:)
        Baqi Khuda Behter jante hain...






        Ap ke dosre sawal ka jawab bhi mai koshih keron gi..jo books mere pass hain un main hoa tu zarore us ke baray mai bhi ap ko tafseel se bataon gi..:)
        Kuch ghulti hoi ho tu Aabi bahi ap bata sakte hain...
        :jazak:




        Comment


        • #5
          Re: kia ye mana hai??

          mana hai

          Comment


          • #6
            Re: kia ye mana hai??

            Originally posted by Lagan View Post
            walaikum salam...Ap ke pehle sawal ka jawab tu yeh hai..mai ne khud kuch books mai se perh ker likha hai..mai Ayat nahi likh saki..kyun ke inpage main kuch zair zaber ki ghulti hori thi...is liye sirf terjuma likha hai..:)
            Baqi Khuda Behter jante hain...





            Ap ke dosre sawal ka jawab bhi mai koshih keron gi..jo books mere pass hain un main hoa tu zarore us ke baray mai bhi ap ko tafseel se bataon gi..:)
            Kuch ghulti hoi ho tu Aabi bahi ap bata sakte hain...
            :jazak:
            bahut shukriya Lagan
            pehley sawal ka tu mujhey khud kafi had tak idea tha
            mujhey dosrey sawal ke barey main hi zada tajasus hai
            :jazak:

            Comment


            • #7
              Re: kia ye mana hai??

              AP KE DOSRE SAWAL KA JAWAB BHI MUJE MILA HAI..

              Aurtoon ko masjid janey ki mumaniat nahi hai, balkay Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Fermaya jub tumhari aurtain masjid janey ki ijazat chahain to inhain ijazat dedo mana mat karo,,,

              per Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne yeh bhi fermaya ke aurton ka apney gher main namaz perhna masjid main namaz perhney se behter hai,,,,

              ek hadees ke alfaaz is terha se hain,,,Aurat ka gher ke ek koney main namaz perhna ek kumrey (room) main namaz perhney se behter hai, room main namaz perhna ghar main namaz perhney se behter hai, gher main namaz perhna sehan main namaz perhney se behter hai,, sehan main namaz perhna mohaley ki masjid main namaz perhney se behter hai,,


              to iska matlab kia nikla auraton ka apney gher ke ek kamrey namaz perhna bohat ziadah afzal banisbat iskey ke woh kisi masjid ja ker namaz perheyy....

              per iska matlab yeh nahi ke aurton ka masjid jana mana hai,,, han per un masjidon main na jain jahan aurton ke liye seprate jaga na ho...
              Last edited by Life is Alone; 17 June 2008, 03:37.




              Comment


              • #8
                Re: kia ye mana hai??

                bahut shukriya LAgan
                sada khush raho Ameen

                Comment


                • #9
                  Re: kia ye mana hai??

                  jazak ALLAH LAGAN BEHAN
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #10
                    Re: kia ye mana hai??

                    :suhanAllah: Allah pak aap ko jaza-e-kher aata farmaye aap ko aur tamam alam-e-isslam ke musalmanoo ko khush rakhey (ameeeeeen)

                    Comment


                    • #11
                      Re: kia ye mana hai??

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      jazak ALLAH LAGAN BEHAN
                      shulrya bahi

                      :jazak:




                      Comment


                      • #12
                        Re: kia ye mana hai??

                        jazak ALLAH AMBREEN BAJI...............

                        Comment


                        • #13
                          Re: kia ye mana hai??

                          :alhamd:

                          Comment

                          Working...
                          X