Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Sawal

    Assalam-o-alaikum
    My Name Faisal Ashraf [nv{pakistan}]
    Umeed Hai Ke Aap Saab Theek Hoo Gay Our
    Me Aap Se Puchnaa Chahtaa Hoo Ke Bohat Se Loog Khahte Hain Ke Agar Kaproo Pe Ya Jiisem Pe Oor Ya Yesii Cheez Jiss Pe Kooi Tasweer Ho Ya Koi Pootlaa Bena Hooa Ho To Oos Ko Saath Rakhne Ya Pockit Me Rakhne Se Nemaaz Nahi Hooti Too Main Aap Se Poochena Chahtaa Hoo K Kiya Rupes Se 1;2;5;10;20;50;100;500;1000;500 Ke Temaam Pe Quaid-e-azam Ki Tasweer Hai Too Kiya Ees Terhaa Ke Rupes Pocket Me Ho Oor Nemaaz Adaa Ki Jaye To Kiya Ye Theek Hai Ya Nahi ]

  • #2
    Re: Aik Sawal

    namaz ka pehla pehlo nioyat hai ager insan ki niyat dil khiyla roh aur dherkan main sirf aur sirf KHUDA hai tou namazi k aghay koch b rakh dia jaye us ka sajda sirf apne RAB ko hi jaye ga.. Allah maf kerne wala hai..

    Comment


    • #3
      Re: Aik Sawal

      Originally posted by Yasin View Post
      Assalam-o-alaikum
      My Name Faisal Ashraf [nv{pakistan}]
      Umeed Hai Ke Aap Saab Theek Hoo Gay Our
      Me Aap Se Puchnaa Chahtaa Hoo Ke Bohat Se Loog Khahte Hain Ke Agar Kaproo Pe Ya Jiisem Pe Oor Ya Yesii Cheez Jiss Pe Kooi Tasweer Ho Ya Koi Pootlaa Bena Hooa Ho To Oos Ko Saath Rakhne Ya Pockit Me Rakhne Se Nemaaz Nahi Hooti Too Main Aap Se Poochena Chahtaa Hoo K Kiya Rupes Se 1;2;5;10;20;50;100;500;1000;500 Ke Temaam Pe Quaid-e-azam Ki Tasweer Hai Too Kiya Ees Terhaa Ke Rupes Pocket Me Ho Oor Nemaaz Adaa Ki Jaye To Kiya Ye Theek Hai Ya Nahi ]
      Wa Alaikum Aslam

      itne wehmoon mein pernay ki koi zarorat nahi, note pocket mein hoon to namaz ho jati he
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Aik Sawal

        آپکے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کہ جس کمرے میں تـصاویر ہوں وہان نماز پڑھنا مکروہ تحریمی ہے اور ایسی نماز کو دوبارہ پڑھنا واجب ہے ۔ جبکہ جیب میں نوٹ رکھنے کے معاملے میں فقہا نے تخفیف کی ہے لہذا جیب میں نوٹ
        ہونے کی صورت میں بلا کراہت نماز ہوجائگی

        باقی واللہ والرسولہ اعلم ۔
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          Re: Aik Sawal

          Originally posted by Yasin View Post
          Assalam-o-alaikum
          My Name Faisal Ashraf [nv{pakistan}]
          Umeed Hai Ke Aap Saab Theek Hoo Gay Our
          Me Aap Se Puchnaa Chahtaa Hoo Ke Bohat Se Loog Khahte Hain Ke Agar Kaproo Pe Ya Jiisem Pe Oor Ya Yesii Cheez Jiss Pe Kooi Tasweer Ho Ya Koi Pootlaa Bena Hooa Ho To Oos Ko Saath Rakhne Ya Pockit Me Rakhne Se Nemaaz Nahi Hooti Too Main Aap Se Poochena Chahtaa Hoo K Kiya Rupes Se 1;2;5;10;20;50;100;500;1000;500 Ke Temaam Pe Quaid-e-azam Ki Tasweer Hai Too Kiya Ees Terhaa Ke Rupes Pocket Me Ho Oor Nemaaz Adaa Ki Jaye To Kiya Ye Theek Hai Ya Nahi ]
          Walaikum ASsalam Faisal Sahib..

          ChooN-k Currency Aik Ehem Zaroorat Hai Is Liye Pocket Main Ho To Namaaz Ho Jaati Hai.. Magar KapRoN Par Koi Cartoon Ya TaSveer Bani Ho To Namaaz Nahi Hoti.
          Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
          Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

          Comment


          • #6
            Re: Aik Sawal

            asalam alaikum wr wb,

            Jaandar cheezon ki tasweer banana, ya gharon mein rakhna manna hai. Phir kapron pe, ya kapron ke ander rakhne ka sawal hi paida nahi hota. Behter yehi hai ke namaz ke waqt notes ko alag kar diya jaye (aur agar masjid mein namaz aada kar rahe hon to kisi mehfooz jagha rakh diya jaye, ya imam se kahen ke woh aapke paison ko safe rakhe.


            wa alaikum asalam wr wb.

            Comment


            • #7
              Re: Aik Sawal

              Originally posted by Roohi_UK View Post
              asalam alaikum wr wb,

              Jaandar cheezon ki tasweer banana, ya gharon mein rakhna manna hai. Phir kapron pe, ya kapron ke ander rakhne ka sawal hi paida nahi hota. Behter yehi hai ke namaz ke waqt notes ko alag kar diya jaye (aur agar masjid mein namaz aada kar rahe hon to kisi mehfooz jagha rakh diya jaye, ya imam se kahen ke woh aapke paison ko safe rakhe.




              wa alaikum asalam wr wb.
              Walaikum ASsalam..

              Roohi Sahiba.. Kuch ArSa Pehlay Meray ChhoTay Bhai Nai Hazaar Rupay Ka Note Masjid Main Kisi MeHfooz^ Jagha Rakha Tha.. Baad Namaaz K Voh Note Nahi Mila..

              Main Kisi Musalmaan Bhai Pai Ilz^aam Nahi Laga Raha.. Lekin Main Kisi Musalmaan Bhai Ko ImtiHaan Main Bhi Nahi Daalna Chahta..

              Ba'aZ Masaayil Aisay Hotay HaiN K JahaaN Naz^ariya-E-Zaroorat Se Kaam Lena PaRta Hai.. Taakay Haalaat Aur TabdeeliyoN Se Muqaabla Kiya Ja Sakay..

              Currency Ka Bhi Yeh Masla Hai.. HuZoor Akram (S.A.W), SaHaaba (R.A) Aur ImaamoN (R.A) K Zamaanay Main Currency Par TaSveer Nahi Hoti Thi.. Lekin Ab Hai.. Aur Yeh Hamaari Majboori Hai..

              To Majboori Ki Bina Par.. Currency Rakhnay Se Namaaz Ho Jaye Gi.. Aur Hoti Bhi Hai :)

              Shukriya.
              Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
              Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

              Comment


              • #8
                Re: Aik Sawal


                لوگو
                یہاں صرف عابد بھائی ہی خطاب کر سکتے ہیں
                قواعد و ضوابط پڑھ لو فقہ سیکشن کے
                وہی فائینل اتھارٹی ہیں یہاں کے

                -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                Comment


                • #9
                  Re: Aik Sawal

                  asalam alaikum wr wb,

                  AlwaysAlone, shayed mein jawab mein jaldbaazi kar gai. Aap ki baat sahi hai, ke majboori ki halat mein insaan pe zimmedari nahi teherti. Yehi Islam ki khoobsurati hai ke hal masle ko asaan bana diya hai. Mein ne yehi sawal kahin aur bhi poocha tha, aur wahan bhi wohi jawab paya jo aap ne kaha. Shukria.


                  Meri nadaani ko sab log maaf karna - inshaAllah.

                  wa alaikum asalam wr wb.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aik Sawal

                    :alhamd:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aik Sawal

                      [COLOR="Green"][B][I]Aslamu allikam, Abid bahi na to the point jawab dya.MashAllah I agreed.

                      Comment

                      Working...
                      X