Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allah Ke Naam Ka Lokit...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Allah Ke Naam Ka Lokit...

    Assalam-o-aalaikum...
    Mujhe Aabid Bhai Se Ye Poochna Hai Ke Aksar Log Gale Mein Har Waqt Allah Ke Nam Ka Lokit Pehente Hai Aur Kuch Lokit Aise Bhi Hote Hai Jin Mein Aayat-al-kursi Ya Quran-e-pak Ki Koi Surat Likhi Hoti Hai Hum Har Waqt Usse Gale Mein Pehne Rakhte Hai Bohot Se Log Kehte Hai Ke Isse Is Terha Gale Mein Pehenne Se Baitbi Hoti Hai Aur Bohot Gunnah Milta Hai...
    Mujhe Appse Poochna Hai Ke Gale Mein Allah Ke Naam Ka Lokit Pehena Gunnah Hai Kya ???????????
    Last edited by Ainy Guriya; 8 May 2008, 12:51.

  • #2
    Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

    Koi Mere Sawal Ka Jawab Hi Nahi De Raha Hai....

    Comment


    • #3
      Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

      اسلام علیکم محترمہ آپ کے سوال کا مختصر جواب یہ ہے گلے میں ایسا لاکٹ کہ جس میں اللہ پاک کا نام یا دیگر پاک نام یا قرآنی آیات کندہ ہوں پہننا شرعا اس کی کوئی ممانعت نہیں ہے یعنی فی نفسہ یہ مباح ہے یعنی جائز ہے ہاں البتہ یہ احتیاط ضرور کرنی چاہیے کہ ایسی جگہوں پر کہ جہاں ان کی بے ادبی کا ڈر ہو وہاں ان چیزوں کو پہن کر نا جایا جائے میری مراد غسل کے لیے جاتے وقت اور اسی طرح قضائے حاجت کے لیے جاتے ہوئے اور بہتر یہی ہے کہ رات کو سوتے ہوئے بھی ایسی چیزوں کو اتار کر سویا جائے.
      باقی واللہ والرسولہ اعلم
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

        jazak ALLAH Aabi bhai hamesha khush rahe...

        Comment


        • #5
          Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

          slaam aabi bahi yeah to kafi muskil haye kay banda har time pehanta utarta rahy ......

          Comment


          • #6
            Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

            Originally posted by Heart Doctor View Post
            slaam aabi bahi yeah to kafi muskil haye kay banda har time pehanta utarta rahy ......
            TO MERY BHAI AYSAY LOKETS WAGERA KA PEHNAN KOI FARZ YA WAJIB TO NAHEEN . . . .
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

              bohat acha reply hai abii bahi..:) or sahi kah hai..




              Comment


              • #8
                Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

                nic3 ? and informativ3 answ3r..

                Comment


                • #9
                  Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

                  محترم فرخ صاحب آپکی لنک والی پوسٹ کو انتظامیہ کی جانب سے ڈیلیٹ کردیا گیا ہے اس سیکشن کے اصول کے مطابق یہاں پر سوال کا جواب انتظامیہ دے سکتی ہے اور دوسرے یہ کہ اگر آپ کو کسی مسئلہ پر کوئی اختلاف تو برائے کرم بحث و مباحثہ سیکشن میں جاکر پوسٹنگ کریں ۔ ۔ ۔ باقی رہی بدعت کی بات تو اس موضوع پر ہم تفصیلی بات بحث و مباحثہ سیکشن میں کرچکے آپ وہان جاکر مندرجہ زیل لنک دیکھ لین ۔۔۔ شکریہ
                  Last edited by aabi2cool; 4 June 2008, 12:32.
                  -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                  Comment


                  • #10
                    Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

                    asalam alaikum wr wb,

                    Behter ye hai ke agar rakuya (taweez) ke tor pe kisi beemari ke illaj keliye nahi pehn rahe to avoid karen. Allah ta'ala ki kalaam galon mein bhandne keliye nahi bheji gai, balke parhne aur samjhne keliye bheji gai hai. InshaAllah yeh ziada afazal hai. Aur humko ye yaqeen rakhna chahiye ke har museebat ya behteri Allah ki marzi se hoti hai.


                    wa alaikum asalam wr wb.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

                      Originally posted by Roohi_UK View Post
                      asalam alaikum wr wb,

                      Behter ye hai ke agar rakuya (taweez) ke tor pe kisi beemari ke illaj keliye nahi pehn rahe to avoid karen. Allah ta'ala ki kalaam galon mein bhandne keliye nahi bheji gai, balke parhne aur samjhne keliye bheji gai hai. InshaAllah yeh ziada afazal hai. Aur humko ye yaqeen rakhna chahiye ke har museebat ya behteri Allah ki marzi se hoti hai.


                      wa alaikum asalam wr wb.
                      Mujhey aap ki baat sey bohat itifaq hai keh is tarha galon mein taweezon ka bandhna achha nahin, insaan ko nahin patah hota keh kis waqt woh aisi halat mein ho keh Allah key kalaam ki be'hurmati ho jaey. Iskey bar'aks jab bhi dil udaas ho, ya kuchh sakoon chahiyey ho to Allah ki kalaam parh lena chahiyey woh ziyada afzal hai.. Good answer.
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...



                        Waisay mujhay to bataya gaya tha keh yahan Discussion sirf Aabid bhai hi kar saktay hain aur kisi ko aisi ijazat nahin

                        Aur ab yeh Admin Sahib khud bhi yaheen shuru ho gaeyy hain :D
                        -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                        Comment


                        • #13
                          Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

                          Originally posted by Roohi_UK View Post
                          asalam alaikum wr wb,

                          Behter ye hai ke agar rakuya (taweez) ke tor pe kisi beemari ke illaj keliye nahi pehn rahe to avoid karen. Allah ta'ala ki kalaam galon mein bhandne keliye nahi bheji gai, balke parhne aur samjhne keliye bheji gai hai. InshaAllah yeh ziada afazal hai. Aur humko ye yaqeen rakhna chahiye ke har museebat ya behteri Allah ki marzi se hoti hai.


                          wa alaikum asalam wr wb.
                          Behtareen Javaab.
                          Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
                          Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

                          Comment


                          • #14
                            Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

                            Originally posted by Farrukh View Post

                            Waisay mujhay to bataya gaya tha keh yahan Discussion sirf Aabid bhai hi kar saktay hain aur kisi ko aisi ijazat nahin

                            Aur ab yeh Admin Sahib khud bhi yaheen shuru ho gaeyy hain :D
                            asalam alaikum wr wb,

                            Agar koi Islam-o-Sunnah ki roshni mein jawab de to is se keya haraj ho sakta hai? Mere bhai, Islam sab keliye hai, sirf ullema keliye nahi. Yahan koi fatwa to nahi de raha.


                            Quran shareef mein Allah ta'ala ne farmaya hai ke musalmaan aik doosre ke dost aur madadgar hain, aik doosre ko ache kaamon ki naseehat karna aur bure/ghalt kaamon se rokna har musalmaan pe farz hai.

                            Quran: Surah Al-Tawba 9:71 ka tarjama hai:

                            "And the believers, men and women are protecting friends and helpers of one another; they enjoin the right and forbid the wrong. and they establish worship and they pay the poor-due, and they obey Allah and His messenger. As for these Allah will have mercy on them. Lo! Allah is Mighty, Wise."
                            wa alaikum asalam wr wb.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Allah Ke Naam Ka Lokit...

                              جی ہاں
                              میری اپنی یہی رائے ہے، مگر کچھ عرصہ پہلے جب میں نے فقہ سیکشن میں جوابات دیئے تھے تو بتایا گیا کہ یہاں صرف عابد ہی جواب دے سکتے ہیں
                              اور اب میں دیکھ رہا ہوں کہ مختلف ممبرز یہاں جواب دیتے ہیں لیکن انکو منع نہیں کیا جا رہا۔

                              کیا فقہ سیکشن کی پالیسی تبدیل ہو چکی ہے؟

                              Originally posted by roohi_uk View Post
                              asalam Alaikum Wr Wb,

                              Agar Koi Islam-o-sunnah Ki Roshni Mein Jawab De To Is Se Keya Haraj Ho Sakta Hai? Mere Bhai, Islam Sab Keliye Hai, Sirf Ullema Keliye Nahi. Yahan Koi Fatwa To Nahi De Raha.


                              Quran Shareef Mein Allah Ta'ala Ne Farmaya Hai Ke Musalmaan Aik Doosre Ke Dost Aur Madadgar Hain, Aik Doosre Ko Ache Kaamon Ki Naseehat Karna Aur Bure/ghalt Kaamon Se Rokna Har Musalmaan Pe Farz Hai.



                              Wa Alaikum Asalam Wr Wb.
                              -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                              Comment

                              Working...
                              X