Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak






    Ye thy touheed aur haqeeqat e shirak k mukhtasar dalail ,un loogoon kiliye kafi hain jin k dil main ummat ka darad hi jo khwamkha kisi momen ko kafar ya mushrak naheen kehty,likin jin logoon ko shirak ka bukhaar hi un kilye to daftar k daftar bhi nakafi hain..aabiakhir main arz hi k khudara ummat ka pehly hi bohat bura haal hi uper se musman aik dosrey ko kafer aur mushrak banany main mut girftar hoon...aabi
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak

    mashaALLAH seems to b a well educated person about Islam
    thnks aabi you should carry on

    Comment


    • #3
      Re: aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak

      :jazak: :jazak: :jazak:

      is roohani tahree ka bahot2 sukriya:masha

      Comment


      • #4
        Re: aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak

        :masha
        bohat khoob likha hay Allah tumhry ilam main izafa frmaey...or yar loog Siffat kay moamly main zra mar kha jatey hain....????
        or main ye pochna chah reha tha kay ...
        Asif Berkhya kay tumne siker kiya hay.......
        plzzz thora sa pata chlay ga inkay bary main
        main wiat krooo ga?
        HSN

        Comment


        • #5
          Re: aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak

          yar bohhat khoob likha hay mzeed discuse tumse InshAAllah main zroor krooo ga
          or yar main Asid bin berkhya kay bary main pochna chah rah tha tum ne ziker kiya hay?
          naya nam aya hay ye mery samny
          HSN

          Comment


          • #6
            Re: aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak

            Jazak Allah kher:)
            Allah

            Comment


            • #7
              Re: aqeeda-e- touheed aur haqeeqat-e- shirak

              Originally posted by sahil_ki_khamoshi
              yar bohhat khoob likha hay mzeed discuse tumse InshAAllah main zroor krooo ga
              or yar main Asid bin berkhya kay bary main pochna chah rah tha tum ne ziker kiya hay?
              naya nam aya hay ye mery samny
              HSN
              slaam bhai aap ka post pasand karny ka bohat sukriay aap ny asif bin barkhiya ka bary main poucha to bhai arz ye hy k ye asif bin brkhiya hazrat salman AS ky ummti aur sahabi thy aor ALLAH pak k ny un ko kitab yani hazrat DAOUD as k saheefy ka ilam diya hua tha jiss ki bina par unhoon ny takhty bilqees ko palak jhapkny se bhi pehly hazir karny ka dawa kiya aur kamyab bhi huy. tafseel kiliye mutabaar tafseer dekhiye tafseer roohulmaani, tafseer qartabi tafseer naeemi .aur moujoda door ki sab se behtreen tafseer tibyaan ul quran ka mutalia kareen...w/slaam
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              Working...
              X