Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mazaraat ki haqeeqat.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • mazaraat ki haqeeqat.

    aabiaabi
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    Re: mazaraat ki haqeeqat.

    salam,
    Bohat dukh hua aap ka yeh mazmoon parh ker
    Aap ayat to kuch dete hain aur matlab kuch nikal dete hain
    Allah ke Rasool s.a.w. ne qabron ko pakka kerne se mana kia hai aur aap ulta Nabi s.a.w. ko hi mazarat per le gae. Iss baat ko kissi hadees ki kitab se sabit karen k Nabi s.a.w. ne kissi qaber ko pakka kia ho ya Miraj k raat woh Nabion ke mazarat per gae hon. Molana Ashraf Ali Thanvi ki baat daleel nahin. Aap iss baat ko hadees se sabit karen. Warna Allah ke Rasool s.a.w. per jhoot bolne ka anjaam soch lain.
    wasalam

    Comment

    • #3
      Re: mazaraat ki haqeeqat.

      aap ko meri post per kar dukh huwa to us ka ilaaj marey pass naheen hi baqi rahi dalail ki baat to inshaALLAH jald hazir e khidmat kar doon ga.waysy aap k nazdeek dalail hoty kiya hain...?
      Last edited by aabi2cool; 14 October 2005, 06:41.
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4
        Re: mazaraat ki haqeeqat.

        Assalaam o alaikum
        post to bohat achi ki hay abid bhaee nay laikin talib bhaee k liay kuch samaan itminaan ka nahi tha, ALLAH k karam say kuch haazir e khidmat hay nabi e kareem SAW aur aulia izzaam k mazaaraat pay haaziri ki mtaaliq.
        shayad aap ko iss baat ka andaza nahi hay k masjid e aqsa maiN kon c nishaaniaaN haiN wahaaN darjanoN ambiaa e kiram alaihimussalaam k mazaaraat haiN aur ambia k ajsaam wahaaN rakhay huay haiN ab hayat e ambia pay to baat lambi ho jayai gi laikin yai ALLAH ki nishaaniaaN haiN jabb aik pathar jo k aik nabi k paoowoN say laga hua hay uss ki tazeem ka hukm hay aur jis ko choom choom k uss ko aadha kar dia hay. aap ko uss ko choomtay huay dukh nahi hota??? yai to ambia e kiraam ki mazaaraat ki baat jo k ALLAH ki nishaaniaan saabit haiN.

        Rasoollallah SAW harr saal shohdaa e uhad k mazaraat par tashreef
        lay jatay aur yai hi mamool hazrat abu bakar o umar o usman radi allah o anhum ka raha. aur hazrat Fatima Radi ALLAH anha bhi wahaan jaa k dua karti theen.
        (bayhaqi shareef)
        hazoor e akram baqee maiN qabron parhaath mubarak uth kar teen baar dua farmaaee.
        (muslim)
        Hazrat Ayesha RAU farmati haiN k aaqaa kareem Sallaho alaihe wasalam raat k aakhri hissay maiN baqee ki taraf tashreef lay jaatay.
        (muslim)
        Hazoor akram Sallalho alaihe wassalam nay farmaayaa k qabroN ki zyarat kia karo q k yai maut yaad dilati haiN
        (muslim)
        aaqa o maula Sallaho alaihe wasalam main nay tumhaiN qabroN ki zyarat say mana kia thaab tum qabroN ki zyarat kia karo. q k yai dunia say bay raghbati aur aakhrat ki fikarpaida karti haiN.
        (ibn e maajaa)
        yai chand dalaael paish kiay haiN aap ki tassalli e taba k liay...
        ALLAH aap ko haqq ko sun kar iss ko qabool karnay aur iss pay amal karnay ki taufeeq ataa farmayai...
        Wassalaam
        Raza Baykamal

        kyoN RAZA mushkil say Dariay----jabb nabi S.A.W mushkil kusha ho

        Comment

        • #5
          Re: mazaraat ki haqeeqat.

          Good

          Comment

          • #6
            Re: mazaraat ki haqeeqat.

            Originally posted by baykamal

            nice answer for talbe nor question i think i dont need to add mroe
            Zaid Hammid on Sawat War..
            A must Watch..

            Comment

            • #7
              Re: mazaraat ki haqeeqat.

              V . Nice Post and answer
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: mazaraat ki haqeeqat.

                My Dear,
                This is great and informative post.
                Thanks

                Comment

                • #9
                  Re: mazaraat ki haqeeqat.

                  Pyara ABID & Raza,

                  Khuda App kay Illm may Azzafa karay or Hamay Allah kay Wallyoun ke tazeem ke toufeek atta farmai. Kukay Wally-ul-Allah Tableigh kay faraz ko ada kartay rahay hain, kar rahay hain or kartay rahayan Gaj :insha:
                  "bay shak Allah kay Wallyun ko na koi khof hota or na hei koi malal" Al Quran.

                  Comment

                  • #10
                    Re: mazaraat ki haqeeqat.

                    Aap nay hum sab kay ilm main izafa kar diya hai Abid Bhai and Raza Bhai

                    Comment

                    • #11
                      Re: mazaraat ki haqeeqat.

                      Originally posted by baykamal
                      Assalaam o alaikum
                      post to bohat achi ki hay abid bhaee nay laikin talib bhaee k liay kuch samaan itminaan ka nahi tha, ALLAH k karam say kuch haazir e khidmat hay nabi e kareem SAW aur aulia izzaam k mazaaraat pay haaziri ki mtaaliq.
                      shayad aap ko iss baat ka andaza nahi hay k masjid e aqsa maiN kon c nishaaniaaN haiN wahaaN darjanoN ambiaa e kiram alaihimussalaam k mazaaraat haiN aur ambia k ajsaam wahaaN rakhay huay haiN ab hayat e ambia pay to baat lambi ho jayai gi laikin yai ALLAH ki nishaaniaaN haiN jabb aik pathar jo k aik nabi k paoowoN say laga hua hay uss ki tazeem ka hukm hay aur jis ko choom choom k uss ko aadha kar dia hay. aap ko uss ko choomtay huay dukh nahi hota??? yai to ambia e kiraam ki mazaaraat ki baat jo k ALLAH ki nishaaniaan saabit haiN.

                      Rasoollallah SAW harr saal shohdaa e uhad k mazaraat par tashreef
                      lay jatay aur yai hi mamool hazrat abu bakar o umar o usman radi allah o anhum ka raha. aur hazrat Fatima Radi ALLAH anha bhi wahaan jaa k dua karti theen.
                      (bayhaqi shareef)
                      hazoor e akram baqee maiN qabron parhaath mubarak uth kar teen baar dua farmaaee.
                      (muslim)
                      Hazrat Ayesha RAU farmati haiN k aaqaa kareem Sallaho alaihe wasalam raat k aakhri hissay maiN baqee ki taraf tashreef lay jaatay.
                      (muslim)
                      Hazoor akram Sallalho alaihe wassalam nay farmaayaa k qabroN ki zyarat kia karo q k yai maut yaad dilati haiN
                      (muslim)
                      aaqa o maula Sallaho alaihe wasalam main nay tumhaiN qabroN ki zyarat say mana kia thaab tum qabroN ki zyarat kia karo. q k yai dunia say bay raghbati aur aakhrat ki fikarpaida karti haiN.
                      (ibn e maajaa)
                      yai chand dalaael paish kiay haiN aap ki tassalli e taba k liay...
                      ALLAH aap ko haqq ko sun kar iss ko qabool karnay aur iss pay amal karnay ki taufeeq ataa farmayai...
                      Wassalaam
                      Raza Baykamal
                      jazak ALLAH BHAI boaht hi achi maloomat de hy aap ny...
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: mazaraat ki haqeeqat.

                        aap sab bahaiyon aur behno ka post pasand karny ka sukriya....w/slaam aabi
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        Working...
                        X