Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main





  • #2
    Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

    SHAHID bohat hi aachi baat jazak Allah Haira! Allah hum sb ko amal ki tofeeq ata farmay Ameen!

    Comment


    • #3
      Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

      Originally posted by ESR View Post
      SHAHID bohat hi aachi baat jazak Allah Haira! Allah hum sb ko amal ki tofeeq ata farmay Ameen!
      Summa Aamin

      Thanks for appreciation :)



      Comment


      • #4
        Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

        Musalaman inn tehwaron ki waja se pasti ka shikar hain aur har jaga pitt rahay hain kyunke QURAN-E- MAJEED ka raasta chor diya hai

        Comment


        • #5
          Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

          Originally posted by shehzad_umar View Post
          Musalaman inn tehwaron ki waja se pasti ka shikar hain aur har jaga pitt rahay hain kyunke QURAN-E- MAJEED ka raasta chor diya hai
          Saheeh farmaya aap nay

          Thanks for reply :)



          Comment


          • #6
            Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

            jazak ALLAH bhai kash k ye baat hamari samjh main aajay...
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

              Originally posted by aabi2cool View Post
              jazak ALLAH bhai kash k ye baat hamari samjh main aajay...
              Jesay ALLAH chahta hay usi ki samajh main aata hay ,

              ALLAH hamain deen ki saheeh samajh ata farmaey aamin,

              Thanks for reply



              Comment


              • #8
                Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                jazak ALLAH khar

                Comment


                • #9
                  Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                  Originally posted by wareesha View Post
                  jazak ALLAH khar
                  Pasand Karney Ka Shukriyah :)



                  Comment


                  • #10
                    Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                    :jazak:

                    bohat hi achi sharing hai shahid...
                    keep sharing
                    :rose




                    Comment


                    • #11
                      Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                      Quran aur sunnat ki roshni mein SOAG manana kahan tak jaiiz hai?

                      Gharon mein TV rakhna, Hawaii Jahazon men safar karna - Telefon, Mobile, Computers, MSN per larkiyon sey batein karna etc. kya yeh sab Europe sey nahin liya ham ney?????

                      Ham musalmaan us muqaam per hain keh jahan per hamein Filmi dhunon ki SUR aur LEY mein gaii hui Ham ya Naat jaiiz hai aur un mein mojood music ko halaal qrar detey hain aur waisey music ko - chahey woh Direct Hamd ya naat na ho magar khuda ki khudaii ko zahir karti ho ussey bhi ham halaal nahin qrar dey saktey - Islam ko kahan tak pacheedah karein gey ham?
                      Last edited by Masood; 14 February 2008, 18:14.
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                        Originally posted by Lagan View Post
                        :jazak:

                        bohat hi achi sharing hai shahid...
                        keep sharing
                        :rose
                        Pasand karney ka shukriyah



                        Comment


                        • #13
                          Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                          Originally posted by Masood View Post
                          Quran aur sunnat ki roshni mein SOAG manana kahan tak jaiiz hai?

                          Gharon mein TV rakhna, Hawaii Jahazon men safar karna - Telefon, Mobile, Computers, MSN per larkiyon sey batein karna etc. kya yeh sab Europe sey nahin liya ham ney?????

                          Ham musalmaan us muqaam per hain keh jahan per hamein Filmi dhunon ki SUR aur LEY mein gaii hui Ham ya Naat jaiiz hai aur un mein mojood music ko halaal qrar detey hain aur waisey music ko - chahey woh Direct Hamd ya naat na ho magar khuda ki khudaii ko zahir karti ho ussey bhi ham halaal nahin qrar dey saktey - Islam ko kahan tak pacheedah karein gey ham?
                          G janab jis tarah aaj Islam ko paycheeda kiya ja raha hay eisi tarah aap ki yeh reply bhi kafi paycheeda hay aap nay bohot see batain 1 saath likh di hain jis main say har 1 bat per 1 thread likha ja sakta hay bahar haal summery yeh hay keh ALLAH hamain deen ki saheeh samajh naseeb farmaey & Nabi Pak SAW kay tareeqoon say mohabbat & uskay mutabiq zindagi guzarnay ki himmat naseeb farmaey aamin



                          Comment


                          • #14
                            Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                            jazaq Allah
                            bahut khub aap nay bahut beher teriqe say in fezul resum ki mezamat ki hay khuda aap ko khush rekhay
                            kea aap apni lucation betain gay?

                            Comment


                            • #15
                              Re: Valentine Day : Quran -o- Hadith Ki Roshni Main

                              :jazak:
                              Allah Talah hume seedhi or neik rah par chalnay ki toufeeq ata farmayen :dua
                              Ameen

                              Comment

                              Working...
                              X