Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Witer ki Rikaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Witer ki Rikaat

    Plz read it,
    Attached Files

  • #2
    Re: Witer ki Rikaat

    Jazak ALLAH
    nice post dear

    Comment


    • #3
      Re: Witer ki Rikaat

      talib_e_noor

      nice post, thank for sharing
      Ek baat kahna hai wo yeh ke Ramdan log Isha ki namaz, phir tarabeeh ki namaz padh ke thak jaatey hain, phir shayad hi koi shakhs Vitr ki namaz 3 rakat se zayad padhta ho.

      Dusri baat yeh ke Vitr ki namaz 3 rakat pe mushtamil hai, teesri rakat mein ruku'o ke baad Duwaye Qunut ka masla batayen,

      Main Ramadan mein alag alag jagahon mein namazen padha, Vitr ki namaz continue 3 rakat pe mushtamil hai, yaani teesri rakat mein Duwaye Qunut padhtey hain,
      ya kahin nahin padhte teesri rakat mein ruku'o se uthney ke baad sajda, yaa to ruku'o se uthney ke baad dua, phir sajda, iss tarah se 3 rakat puri ho gayi, kahin kahin per 2 rakat phir 1 rakat ki alag alag namaz hoti hai.(Based according to School of Shafi, Hanbali, Maliki and Hanafi
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #4
        Re: Witer ki Rikaat

        Asslamoalaikum,
        Bhai, 3 Rikaat namaz witer parhne ka sab se behter tareeqa yehi hai k 3 rikat namaz witer ki dil main niat ki jae phir pehle 2 rikat parh ker salam pher dia jae aur iss ke baad aik rikat alag parhi jae aur issi mai Dua-e-e-Qanoot parhi jae. Allah ke Rasool s.a.w. ka mamool issi tarah sabit hai.
        Hamare haan jis tarah 3 rikat witer parhe jaate hain ke doosri rikaat main tashahud pe baithne ke baad salam phere bagair teesri rikat k liye kharra hua jaata hai to yeh tareeqa Allah k Rasool s.a.w. se sabit nahin. Kionk Allah k Rasool s.a.w. ne witer ki namaz ko magrib ki namaz ki trah ada kerne se mana fermaia hai aur iss tareeqe main magrib ki tarah hi witer ada kie jaate hain. Lakin ager koi akathe 3 witer parhna chahta hai to usse chahiye k phir doosri rikat k baad tashahud main na baithe bal k seedha teesri rikat k liye kharra ho jae. Iss tarah magrib ki namaz se difference ho jae ga. Lakin main jaese bata chuka hoon k sab se behter yehi hai k 2 rikat parh ker salam pheri jae phir teesri rikat alag parhi jae.
        Dua-e-Qanoot rakoo kerne se pehle parhna hi masnoon hai. Jo log rakoo k baad parhte hain woh isse Qanoot-e-Nazila per qias kerte hue rakoo k baad prhte hain. Rakoo k baad parhna jaez hai lakin Allah k Rasool s.a.w. se yeh baat saabit hai k aap dua-e-qanoot rakoo se pehle parhte the Issi liye pehle hi parhni chahiye.
        Iss ke elawa Dua-e-Qanoot main haath uthana bhi Rasool s.a.w. se sabit nahin lakin Sahaba Ikram se sabit hai. Issi liye hath utha ker dua-e-qanoot parhna sunnat to nahin sirf jaez hai k kabhi chahen to utha ker hath parh lain. Wallah o Aalam.
        Wasalam

        Comment


        • #5
          Re: Witer ki Rikaat

          بیشک۔۔۔۔۔۔۔ بات صحیح ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔اس کے علاوہ گیارہ رکعات وتر بھی احادیث سے مروی ہے۔
          مون لائیٹ آفریدی ورڈ پریس ڈاٹ کام ۔۔۔۔۔۔ مون لائیٹ
          آفریدی بلاگ سپاٹ ڈاٹ کام

          Comment


          • #6
            Re: Witer ki Rikaat

            Wait 4 my reply

            Comment


            • #7
              Re: Witer ki Rikaat

              اسلام علیکم
              بھای سب سے پہلے آپ نے جو احادیث پیش کی ھیں ان میں کہیں نھی کہا گیا کہ وتر کئ تین رکعات ھیں ۔
              بلکہ تین سے زیادہ کی بات کی گی ھے۔

              Allah ke Rasool s.a.w. ka mamool issi tarah sabit hai.
              بھای کہاں سے سابت ھے ؟
              Kionk Allah k Rasool s.a.w. ne witer ki namaz ko magrib ki namaz ki trah ada kerne se mana fermaia hai aur iss tareeqe main magrib ki tarah hi witer ada kie jaate hain.
              بھای میرے خیال سے آپ نے حدیث بیان کرنے میں تھوڑی سی غطی کر دی ھے ۔
              حدیث یہ سے

              "وتر تین رکعات ہیں مغرب کی تین رکعاتوں کی طرح"
              مجمع زوئد جلد نمبر 2 صفحہ نمبر 242

              حدیث مذکور میں پانچ رکعت کے ذریعہ وتر پڑھنے کا مطلب یہ ہے کہ پہلے دو رکعت سنت یا نفل پڑھ لے پھر تین رکعت وتر پڑھے۔ تین رکعت وتر ہوگی دو سنت یا نفل۔ اس جملہ کا یہی مطلب علماء نے بیان کیا ہے۔ حدیث مذکور کا اگلا جملہ کہ جو شخص تیں رکعت وتر پڑھنا چاہے تو ایسا بھی کرسکتا ہے یعنی ایک سلام سے ہمارے علماء احناف رحمہم اللہ یہی مطلب بیان کرتے ہیں اور اس کے جواز میں کسی امام کا بھی اختلاف نہیں ہے۔ البتہ امام شافعی رحمة اللہ علیہ کے یہاں تین رکعت فصل کرکے پڑھنا افضل ہے۔ حدیث مذکور کا تیسرا جملہ جو شخص ایک رکعت وتر پڑھنا چاہے تو ایسا بھی کرسکتا ہے۔ امام شافعی اور بعض دیگر ائمہ رحمہم اللہ کے نزدیک یہ درست ہے ہمارے علمائے احناف اس کا یہ مطلب بیان کرتے ہیں کہ دو رکعت پہلے پڑھ کر تیسری رکعت کے ذریعہ اس کو وتر بنالیا جائے کیونکہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے بُتیَراء نماز اور تنہا ایک رکعت نماز پڑھنے کی ممانعت صحیح احادیث سے ثابت ہے کہ ایک رکعت کوئی نماز نہیں ہوتی عن أبي سعید أن رسول اللّہ صلی اللہ علیہ وسلم نہی عن البتیراء أن یصلي الرجل واحدة یوتر بہا وعن ابن مسعود أنہ قال ما چزأت رکعة قط ایس لیے امام شافعی رحمة اللہ علیہ کے بہت سے اصحاب تنہا ایک رکعت کو مکروہ کہتے ہیں۔ پھر مذکورہ فی السوال حدیث پر موقوف اور مرفوع ہونے کے اعتبار سے بھی محدثین نے کلام کیا ہے۔ تفصیلی بحث کے لیے بذل المجہود کا مطالعہ فرمائیں۔ دیگر یہ کہ خود ابوداوٴد میں مذکور فی السوال حدیث کے بعد دو حدیثیں وتر کی تین رکعتیں ہونے کا ثبوت پیش کررہی ہیں، جس میں پہلی رکعت میں سورہٴ سبح اسم ربک الاعلی دوسری رکعت میں قل یا ایہا الکافرون تیسری رکعت میں قل ھو اللہ احد پڑھنے کا عمل آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم سے منقول ہے۔ ہذا یدل علی أنہ صلی اللہ علیہ وسلم یوتر بثلث رکعات بسلام واحد اور ایک روایت میں یہ صراحت بھی ہے کہ آپ صلی اللہ علیہ وسلم تیسری کے آخر ہی میں سلام پھیرتے تھے۔ لہٰذا تین رکعت وتر پڑھنا تمام ائمہ کے نزدیک بالاجماع جائز ہے۔ اور امام اعظم ابوحنیفہ رحمة اللہ علیہ کے یہاں واجب ہے اُن احادیث کی بنا پر جن میں آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم سے تین رکعتیں پڑھنا ثابت ہے، نیز ایک رکعت نماز کی ممانعت ثابت ہے۔

              واللہ تعالیٰ اعلم



              Dua-e-Qanoot rakoo kerne se pehle parhna hi masnoon hai.


              sathiyon sey darkhwast ha apni nafsani khwashishaat k liye mazhab ko badlaney sey parhaiz karain

              Comment


              • #8
                Re: Witer ki Rikaat

                asslam o alykom
                ALLAH frmaatay hain k ay emaan walo ALLAH aur aus k RASOOL say aagay na barho.............
                jb hadith main wazeh tour pr yeh alfaaz aa gayay k <jo aik witr prhna chahyay wo aik prh lay> to phir kia zarorat hay door ki taweelon ko laynay aur aun pr hadith ki mukhalifat main aml krnay ki................
                sub fuqaha aur imam qabil e ehtraam hain laykin jb quran ya hadih main kuch bhi ho aur wo aun ki baat k khilaaf ho to imam abu hanifah<r h> khud frmaatay hai k meeri baay ko choor do aur hadith pr aml karo................
                musalmaan tab hi aik ho saktay hain jb wo ALLAH aur RASOOL ki baat k baad apni traf say koi izafa na krain aur ausi ko aml k liyay kafi samjh lain............
                aakhir main yeh baat k jb hadih main 1 aur 3 donon ka zikr aaya hay toaap kyon 1 ko tasleem naheen krtay.................aur teen pr he zor daytay hain...................
                w slam
                mugheera

                Comment


                • #9
                  Re: Witer ki Rikaat

                  Originally posted by mugheera View Post
                  asslam o alykom
                  ALLAH frmaatay hain k ay emaan walo ALLAH aur aus k RASOOL say aagay na barho.............
                  jb hadith main wazeh tour pr yeh alfaaz aa gayay k <jo aik witr prhna chahyay wo aik prh lay> to phir kia zarorat hay door ki taweelon ko laynay aur aun pr hadith ki mukhalifat main aml krnay ki................
                  sub fuqaha aur imam qabil e ehtraam hain laykin jb quran ya hadih main kuch bhi ho aur wo aun ki baat k khilaaf ho to imam abu hanifah<r h> khud frmaatay hai k meeri baay ko choor do aur hadith pr aml karo................
                  musalmaan tab hi aik ho saktay hain jb wo ALLAH aur RASOOL ki baat k baad apni traf say koi izafa na krain aur ausi ko aml k liyay kafi samjh lain............
                  aakhir main yeh baat k jb hadih main 1 aur 3 donon ka zikr aaya hay toaap kyon 1 ko tasleem naheen krtay.................aur teen pr he zor daytay hain...................
                  w slam
                  mugheera
                  bhai us wakat chorney ka kaha gaya ha jab wo hadith k khilaf ho
                  yahan ma ney ap hazrat ko ahadith show kar di hain

                  or ap ki baqi sari batoon ka jawab wo sab sey uper wala peragraph ha iss colour ma

                  Comment


                  • #10
                    Re: Witer ki Rikaat

                    صحیح حدیث کے مطابق تین رکعات وترپڑھنی ثابت ہے مگر مغرب کی مشابہت سے پڑھنی منع ہے
                    ایک سلام سے ہوں یا پھر دو سلام سے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ صرف آخری قاءیدہ تشہد پڑھنی چاہیے۔ ۔۔۔
                    مون لائیٹ آفریدی ورڈ پریس ڈاٹ کام ۔۔۔۔۔۔ مون لائیٹ
                    آفریدی بلاگ سپاٹ ڈاٹ کام

                    Comment

                    Working...
                    X