Murshid...
Murshid Kuch Nahi Kerta... Wo Koi Kamal Naheen Dikhata...
Haan Bas Mureed Kai Ander Piyaas Paida Kerta Hai...
Piyas Berhata Hai Keh 'Kull' Kai Paani Kee Taraf Berh Sakay...
Apnay Aap Ko Pehchanay Aur Doyee Ka Kinara Chor Dai...
Aur Wahdat Kai Derya Mai Chalang Laga Ker Apni Piyas Bujha Sakay...
Yeah Chalang Sirf Us Waqt Lagayee Ja Saktee Hai Ja Aap Kai Ander...
Khauf Kai Muqaably Mai Piyaas Ziada Ho...
Piyaas Nai Aap Ko Terpa Kai Rakh Dia Ho...
Aur Aap Paani Paani Pukartay Phirtay Houn...
Teacher Mai Aur Guru Mai Bara Ferq Hai...
Ustad Aur Murshid Mai Bara Fasla Hai...
Ustad Likhata Hai, Perhaata Hai, Batata Hai...
Uskay Pass Sikhanay Aur Aur Perhanay Ko Buhat Kuch Hota Hai...
Rohaniat Sikhayee Ya Perhayee Nahi Ja Sakti...
Yeah Tou Akhtiar Kee Jaati Hai...
Talib e Ilm Batin Ka Safer Akhtiar Naheen Kerna Chahta...
Iska Ilm Hasil Kerna Chahta Hai...
Mochi Ban-na Nahin Chahta Hai...
Sirf Shoe Making Ka Ilm Hasil Kerna Chahta Hai...
Talib e Ilm Tabdeeli Ka Khahish Mand Naheen Hota...
Sirf Ilm Ka Khahish Mand Hota Hai...
Mureed Poochta Hai Mai Badal Kaisay Sakta Huun...
Naisti Kaisay Ban Sakta Huun... Jauher Mai Kionker Uter Sakta Huun...
Zindagi Koi Masla Tou Naheen Kai Saleeti Pencil...
Lai Ker Iska Hal Dhundnay Lag Jaayean...
Zaindagi Tou Zindagi Hai... Yeah Tou Baser Kee Jaati Hai...
Roohaniat Tou Man Chalay Ka Soda Hai... Koi Zor Zaberdasti Naheen...
'Man Chalay Ka Soda' Ishfaq Ahmad...

Comment