Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zaraa Sochiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zaraa Sochiye

    ZARA SOCHIYE
    ,,,,,,,,,,,,,

    AGAR IMTAIHAAN SAY TAMAAM PAPERS OUT KAR DIYE JA'AIN? PAPERS MAY AA'NAY WAALAY QUESTIONS AUR UN'K ANSWERS BHI BATA DIYE JAA'AIN? IS KAY BA'WAJOOD KOI SHAKS FAIL HO JA'AIY TO IS SAY BARA BADD'QISMAT AUR NA'LAAIQ KOI NA HOGA.
    BILKUL YEH HI NAQSHA AAKHRAT KA BHI HEY.
    ALLAH RABB.UL.IZZAT NAY TAMAAM SAWALAAT AUR JAWABAAT HAMAI'N BATA DIYE HAI'N.

    YEH SAB JAAN'TAY HU'WAY BHI AGAR HAM AAKHRAT MAI'N FAIL HO JAA'AIN TO ISAY KIYA KAHAI'N GAY?
    :roseENIGMA:rose

  • #2
    Re: Zaraa Sochiye

    Originally posted by hayaa_n

    Assalaam o alekum,

    :jazak: bahooot hi achchi aur suchchi baat kahi aapnien Allaah humien aql dein ameen summa ameen khush rahien
    :tang: RISK IS MY BUSINESS

    DANGER IS MY GAME

    DONT PLAY WITH ME
    BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

    Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

    Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

    Comment

    • #3
      Re: Zaraa Sochiye

      :jazak:
      itni achi "sochney" wali baat share kerney key liye....

      Allah T'ala hamien seedey raastey per rakhey Ameen
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: Zaraa Sochiye

        :jazak: barg-e-gul ji reply ka shukriya.Allah ham ko sochnay aur amal ki towfeeq day.Aameen:)
        Last edited by hayaa_n; 23 September 2005, 17:27.
        :roseENIGMA:rose

        Comment

        • #5
          Re: Zaraa Sochiye

          Originally posted by hayaa_n
          ZARA SOCHIYE
          ,,,,,,,,,,,,,

          AGAR IMTAIHAAN SAY TAMAAM PAPERS OUT KAR DIYE JA'AIN? PAPERS MAY AA'NAY WAALAY QUESTIONS AUR UN'K ANSWERS BHI BATA DIYE JAA'AIN? IS KAY BA'WAJOOD KOI SHAKS FAIL HO JA'AIY TO IS SAY BARA BADD'QISMAT AUR NA'LAAIQ KOI NA HOGA.
          BILKUL YEH HI NAQSHA AAKHRAT KA BHI HEY.
          ALLAH RABB.UL.IZZAT NAY TAMAAM SAWALAAT AUR JAWABAAT HAMAI'N BATA DIYE HAI'N.

          YEH SAB JAAN'TAY HU'WAY BHI AGAR HAM AAKHRAT MAI'N FAIL HO JAA'AIN TO ISAY KIYA KAHAI'N GAY?
          masha ALLAH dear buhat hee khubsurat aur behtreen baat aap ny kee hay.,,,i think buhat hee dino k baad es section main mujy aik acha thread mila hay.
          .......................
          aap ny jo baat kee hay 100% theek kee hay.
          ik aur baat ALLAH tala ny yehi nahi soraf humain achy aur burry kaam bata dain hain....
          balky pori kainat ka Elam b bata dia hay.
          Yaad kerian jab ALLAH ny Hazrat Adam (as) ko sara Elam sekhaya pher un sy poacha k k en chezon k name bataon to unhon ny sab k sab bata diy( detail aap ko pata hugi)
          .......................
          APP ky en sawalat k pichy siraf es ka aik hee jawab jo meri samaj main aata hay wo yeh k ALLAH k siwa kisi aur chez sy b Durna.....hum loag siraf ALLAH sy nahi durty hain. hum es dunia main jo b peer Fakeer ya koi char kitabain waghaira parr ker aalam ban gia hay us sy b durny lagty hain.( Jo k humain siraf yeh taleem daity hain k humari Akhrat main sifarash hugi....bus jab hum logon ky dilon main yeh baat beth jati hay k hum muslims hain hamari yeh barry loag wohan b safarsh kerain gy...to hum apnay wo wala sallybus bhool jaty haiy..aur dill main rah-e-fraz hasal ker laity hain k humain bachany waly hain mojood..hum ny jis k hath per bayat kee hay wo humain bacha lain gy(Bala un ko yeh nahi maloom k UN becharon ko koon wohan akhrat main bachaye ga).
          mery khiyal main ager yeh sab batain na hu siraf ALLAH sy hee dra jay aur kisi ko khater main na laya jay. to i think koi bura kaam kerny ka tasavre b nahi ker sakta.
          Balky mujy to 100% umeed hay k ALLAH her wakt us k sath huga aur usy koi b bura kaam kerny hee nahi dy ga.
          ALLAH hum sab ko apni Amaan main rkhy ammen:rose

          Comment

          • #6
            Re: Zaraa Sochiye

            Assalam.o.aleikum
            Khl ji post pasand karnay ka bouhat shukriya.itnay jaa'may reply ko read kar k bouhat acha laga.Jazaak Allah:)
            :roseENIGMA:rose

            Comment

            Working...
            X