:thmbup:Assalm o Alaikum
Abid bhai mera sawal yeh ha aaj kal kush log kahti hain kah agar omra kar lia to phir Haj har soorat main karna ho ga, aap Haj aur umra ki farziat k bare main tafseel se batain. aur doosra swal yeh ha kah jis tarha aurton k haj par jane k lia mahram k saath hona zroori ha (maslan aurat ka beta,khawand,father wageera), to aaj kal k zamane main aksar aurtain Hajj par jane ka lia apne qareebi rishta dar(mslan aurat ka dewar wageera) ya kisi apne village k janane wale bande ko jo hajj par ja raha ho apna mahram bana lati hain agar aisa mahram hajj par na ja raha ho jin k bare main shariet main farmia gia ha kah yeh auton k mahram hain maslan aurat ka beta,kawand,bhai wageera wageera.aap mahar bani farma kar shariet ki roo se rahnamai farmain.

Comment