Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"urgent" Anjane main khawand ka apni bivi ko Beta kahna

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "urgent" Anjane main khawand ka apni bivi ko Beta kahna

    :thmbup: Asslam o Alaikum
    Abid bhai kisi shadi shuda mard ne sawal pucha ha kah main ne aik din apni bivi ko Namaze Fajar parne k lie othana chaha to shaid anjane main Beta ka lafz mera moun se nikla jo shaid puri tarha ada bi nahi hova aur muje foran yaad aa gia aur meri bivi ko is bare main koi pata nahin tha main ne baad main apni bivi ko batia tu is surat main mera nikah par to koi asraat martab nahin hove mahar bani farma kar is silsle k bare main rahnmai farmain.

  • #2
    Re: "urgent" Anjane main khawand ka apni bivi ko Beta kahna

    aslam ao alykum bhai.
    aap k pouchay gay sawal ka mukhtasar jawab ye hy k agar aysi surat ehal hojay to nikah par koi asar naheen parta .lehaza wo dono badsatoor mian biwe hi hain ghabrany ki koi zaroorat naheen hy.
    baqi wallah owa rasoolaho alam
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: "urgent" Anjane main khawand ka apni bivi ko Beta kahna

      jazak:
      ALLAH TALLA aap ko kush rakhe.

      Comment

      Working...
      X