Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ramzan quiz 2

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ramzan quiz 2

    Assalamalikum
    Ramzan quiz ka first part over howa jis main sirf aik member nay hissa lia
    is main umeed hai baki members bhi hissa laian gay :comfort:
    Attached Files
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Ramzan quiz 2

    Jawabaat :rose
    Attached Files
    Last edited by .; 8 October 2007, 22:28.
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: Ramzan quiz 2

      AOA
      mujhay is quiz k tamam sawalat k juwabat to nahi atay liken kuch kmain bat sakti hoon wo yeh hain
      quiz4
      zakat 1st ramzan ko ferz hoi thi
      saha-e-sata say murad Hadees ki 7 kitabain hain jin par tamam ulma mutafiq hain k wo mustani hain in main bukahri sahrif, muslim sharif,motta,tirmizy waghira shamil hain
      quiz 5
      haqooq ki 2 iqsam hain
      Haqooqullah or haqooqulaibad
      haj-e-akbar sau nurad wo haj hai ho juma k din ho
      hazrat Moosa (A.S) ki ummat par 40 rozay ferz thay
      quiz #6
      Hazarat MUHAMMED SAW ka taluq Quraish k qabeelay say tha
      AAP SAW ka khandan ka paisha tijarat tha
      mutfiq ali say murad hai wo baat jis par tamam ulma ka itfaq ho or kisi ka ikhtilaf na ho kisi b firqay ka
      hazrat AYesha RA say 18000 ahadees marvi hain
      quiz# 7
      hujjatul wia ko hujatul waida is liye kthay hainh kion k wo HAZRAT MUHAMMED SAW ka phela or akhri haj tha
      hijrat k lughwi mani hai ik juga say doosri juga jana
      hubsha k badsha ka luqab najashi tha
      quiz#8
      jannat ki aurton ki sardar HAZARAT FATIMA(RA) hain
      jhunnam k 3 tabqay hain
      farishthay ALLAH KI NOORI MAKHLLOQ HAIN
      :donno: AJNABI CHURAIL:donno:

      Comment


      • #4
        Re: Ramzan quiz 2

        Mujhay be sarey A to nahien atey.
        magar jo atey hain. woh likh raha hon.
        Attached Files

        Comment


        • #5
          Re: Ramzan quiz 2

          maloomati thread hai..................... :)

          Comment


          • #6
            Re: Ramzan quiz 2

            Assalaam-o-Alaikum Azeez Doston,
            Mr. Khan ramadaan Quiz no # 2 ke part no # 4 ke jawabaat k saath haazir-e-khidmat hai,
            Urdu type karni nahi aati is lye roman urdu me answer paish kar raha hon:lpop:

            Ans-1: Zakah sun 6 hijri ko ummat-e-muslima per farz ki gaii,

            Ans-2: Zakah ada karne ki sharah kuch is tarah hai, Sona ( Gold ) , Chandi, Cash, Amwaal-e-tijarat, Bank accounts, Bonds, shares ya is tarah k tamaam maali tamska'aat per saal ke ikhtitaam per 2 1/2% waajib hai,

            Ans-3: " Sahih Sitta " hadith ki 6 kitaabon ko kaha jata hai, jin ke naam darje zel hain
            1- Sahih al-Bukhari ,
            2- Sahih Muslim,
            3-Sahih al-Tirmithi
            4-
            5- Sahih Ibn Majah
            6- Sahih Abu Dawud

            Ans-4 : Hajj sun 8 Hijri ko farz kiya gaya,

            Ans-5 : Jabal-e-rehmat se muraad woh pahaar(mountain) hai jis ki chooti ( Hira ) pe Hazrat Muhammad ( S-A-W ) per wahi nazil hui,
            In other words The mountain is named " Jabal-e-Noor". On the top of this mountain is a cave which is known as "HIRA"
            This is the image of Jabal-e-Noor

            Click image for larger version

Name:	jabal-e-rehmat.jpg
Views:	1
Size:	15.7 KB
ID:	2379509

            Comment


            • #7
              Re: Ramzan quiz 2

              Here is the answers of Part no # 5 :lpop:

              Ans-1 Kasab ke meaning zary-e-ma'ash k hote hain.

              Ans-2 Haqooq ki 2 kisam hai

              (i) - Haqooq-ul-Allah
              (ii) - Haqooq-ul-Ibad

              Ans-3 Baab-ul-Islaam Sindh ko kaha jata hai, Bab-ul-Islam (Gateway to Islam in the Indo-Pakistan subcontinent).

              Ans-4 Hajj-e-Akbar se muraad woh Hajj hai jo Jummay ko Adaa kiya jaye.

              Ans-5 Harat Mosa ( S.A. ) per 40 roozay farz kiye gaye thay.
              :salam:

              Comment


              • #8
                Re: Ramzan quiz 2

                Here is the answer of Part-6

                Ans-1 Rasool ( S.A.W ) ka talluq Quraish ke qabilay se tha,

                Ans-2 Aap ( S.A.W ) ke khandaan ka paisha Tijarat tha,

                Ams-3 Mutaffiq A. se muraad se zyada logon ka mutaffiq ( raza mand ) hona.

                Ans-4 Wahi Matlu Qura'an ki zabaan ( Taleem ) ko kaha jata hai , Jub ke Wahi ghair Matlu Ahadith ki zabaan ( Taleem ) ko kaha jata hai,

                Ans-5 :donno:

                Comment


                • #9
                  Re: Ramzan quiz 2

                  Answers of the Part no 7

                  Ans-1 Hazoor (S.A.W) hajj ul wida ke mouqay per jis oonthni per sawaar thay us ka naam KASWA tha.

                  Ans-2 Hajj ul Widha ko Hajj ul Wida is lye kehte hain kyun ke ye hajj Huzoor (S.A.W) ki zindagi ka pehla or akhri hajj tha.

                  Ans-3 Hazoor (S.A.W) ne Makkah me 53 saal guzaray,jin me se thirteen years Huzoor (S.A.W) ki tableeghi zindagi ka tha jis me Aap (S.A.W) ne deen-e-Islaam ki tabhleegh ki.

                  Ans-4 Hijrat se muraad ek jagah se dosri jagan naqal makaani ke hain.

                  Ans-5 Habsha ke badshah ka laqab NAJASHI tha .

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ramzan quiz 2

                    jawaabat post kar deye hian main nay ...inpage sahi open nahi hoo raha is leye q4 ki inpage file post ki hai ...:rose
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ramzan quiz 2

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      jawaabat post kar deye hian main nay ...inpage sahi open nahi hoo raha is leye q4 ki inpage file post ki hai ...:rose
                      Quiz ka winner koun hua jee ??? :donno:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ramzan quiz 2

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Quiz ka winner koun hua jee ??? :donno:
                        winner ham announce nahi karian gay :D.aap loog apnay jawaabat match kar laian ...hamra maqsad yehi hai knowledge deena :rose
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ramzan quiz 2

                          :jazak:

                          Comment

                          Working...
                          X