Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Namaaz parne ke doran Nazla, Zakaam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Namaaz parne ke doran Nazla, Zakaam

    :thmbup:Asslam o Alaikum
    Abid bhai mera sawal ya ha kah agar bande ko Nazla, Zakaam waghera ki shakiat ho aur bajamaiat ya akala Namaaz parne ka doran is ka hamla kafi ziada ho aur namazi k paas koi romaal bhai na ho tu os surat main namaz toor dani chahia ya nahin agar toor dani chahia tu dain chale ya bain chale bajamait namaaz main. aap is tarha ka masail ka tafseel k saath jawaab arshad farmain shukia.

  • #2
    Re: Namaaz parne ke doran Nazla, Zakaam

    kafi ghore talib mas_ala hay.

    Comment


    • #3
      Re: Namaaz parne ke doran Nazla, Zakaam

      Aslam o alukum,
      janab hussain ikhlaq sahab sab se pehly to aap se moazrat k main aao k sawal ka jawab time per na de saka waja us ki ye hy kis waqat main pakistan main naheen hon study k silsaly main abrod hon issi liye aap k sawal ka jawb bhi roman main likh raha hon k yahan mery pc main urdu intall naheen hy.
      baqi aap k sawal ka tafseeli jawab deny se main qasir rahon ga mukhtasar jawab ye hy k bemari ki waja se agar naak se pani behana shuru hojay to wo mufsad e salat naheen hy yani us se namaz naheen tootati han agar pani ka behna na qabil e bardashat hojay to insaan namaz tor sakta hy aur tareeka us ka ye hy k apnay naak par hath rakhta hua chahay to safoon ko chirta hua ya phir aik taraf se aik konay main jakar masjid se bhair nikal aay aur akar apni hajat pori kark phir jamat main shamil hojay . ab is shamoliyat k do tareekay hain aik to ye k jitni namaz us nay imam k sath parhi thi waheen se us ki bina kary aur chout gai us ko bad az salaam dohra lay aur dosra ye k pehly parhi hui namaz ko rehnay de nay sery se jamat k sath shamil ho aur jo rakateen imam k sath mil jaien wo fabeha baqi bachnay wali abd main pori kary aur salaam phir de.
      paehly tareekay yani namaz ki bina ki to itni shakat aur ziyada sharaiet hain k aam insaan ko un sab ka khail rakhan bohat mushkil hy is liye behtar ye hy k aysi surat main dosra tareeka hi ikhtiar kary aur nay seray se namaz ada kary .
      baqi wALLAH o wRASOOLAHO alam
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Re: Namaaz parne ke doran Nazla, Zakaam

        :jazak:
        Abid bhai.

        Comment


        • #5
          Re: Namaaz parne ke doran Nazla, Zakaam

          Jazzak Allah
          Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
          Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

          Comment


          • #6
            Re: Namaaz parne ke doran Nazla, Zakaam

            JazakALLAH

            Comment

            Working...
            X