Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aurton ka Namaze Janaza parna

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aurton ka Namaze Janaza parna

    :thmbup:
    Asslam 0 Alaikum
    Abid bhai kia aurtain mardon k saath mil kar Namaze janaza ya doosri farz namaz par sakti hain.
    aur kia aurtain aleda kisi mard ya aurat ki namaze janaza par sakti hain aap maharbani farma kar shariet ki row se rahnami farmain shukria.

  • #2
    Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

    اسلام علیکم بھائی
    آپکے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کہ عورتیں نماز جنازہ کی ولایت نہیں رکھتیں یعنی ان پر نماز جنازہ فرض نہیں ہے اور نہ ہی وہ اسکی مکلف ہیں ۔ باقی رہ گئی دیگر فرض نمازوں کی بات تو اس میں اصل یہ ہے کہ عورتوں کا مسجد میں جاکر مردوں کے ساتھ نماز ادا کرنا جائز ہے لیکن افضل یہ ہے کہ عورتیں گھر ہی پر نماز ادا کریں اور سلسلے میں حضرت عائشہ کا قول بھی جو کہ صحاح میں نقل ہوا ہے فقہا پیش کرتے ہیں کہ جس میں حضرت عائشہ اپنے دور کے حالات دیکھ کر عورتوں کے لیے فرماتی ہیں کہ آج اگر نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم موجود ہوتے تو یقیننا عورتوں کو مساجد میں نماز ادا کرنے سے روک دیتے یہ تو حالت تھی صحابہ کے مبارک دور کی آگے آپ خود سمجھ دار ہیں کہ آجکل کس قدر فتنے کا دور ہے ۔۔۔
    باقی واللہ والرسولہ اعلم
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

      :rose
      Gaza Kalla Abid bhai ALLAH TALLA aap ki umer main berkat dale aur isi tarha aap ko Dine Islam ki khidmat karte rahne ki taufeeq ata farmai aamin.

      Comment

      • #4
        Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

        Originally posted by aabi2cool View Post
        اسلام علیکم بھائی

        آپکے سوال کا مختصر جواب یہ ہے کہ عورتیں نماز جنازہ کی ولایت نہیں رکھتیں یعنی ان پر نماز جنازہ فرض نہیں ہے اور نہ ہی وہ اسکی مکلف ہیں ۔ باقی رہ گئی دیگر فرض نمازوں کی بات تو اس میں اصل یہ ہے کہ عورتوں کا مسجد میں جاکر مردوں کے ساتھ نماز ادا کرنا جائز ہے لیکن افضل یہ ہے کہ عورتیں گھر ہی پر نماز ادا کریں اور سلسلے میں حضرت عائشہ کا قول بھی جو کہ صحاح میں نقل ہوا ہے فقہا پیش کرتے ہیں کہ جس میں حضرت عائشہ اپنے دور کے حالات دیکھ کر عورتوں کے لیے فرماتی ہیں کہ آج اگر نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم موجود ہوتے تو یقیننا عورتوں کو مساجد میں نماز ادا کرنے سے روک دیتے یہ تو حالت تھی صحابہ کے مبارک دور کی آگے آپ خود سمجھ دار ہیں کہ آجکل کس قدر فتنے کا دور ہے ۔۔۔

        باقی واللہ والرسولہ اعلم
        Abid miyaan mein fiqah section mein loogon ke masail aur un per tumhari aara ko perh raha tha, bohat se thread perhay, yahi kahon ga ke you are going good, kuch jawabaat kafi impressive thay jo tum ne detail mein bataye.

        Lekin is thread mein mujay rukhna para, tum ne kaha ke auratein merdon ke saath namaz perh sakti hein to jahan tak mein ne perha he aur suna he, wo yeh he ke masjid mein auratein namaz ada ker sakti hein lekin is ke liye shart yeh he ke masjid mein auraton ke wuzu kerne aur namaz ada kerne ke hisay ka separate hona zaroori he.

        kia kehtay ho is baray mein :mm:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

          Originally posted by munda_sialkoty View Post

          ye to aik already understood baat hai .... aur masjidoN mey aeysa hi hota hai :thmbup:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

            Aabid ne quote kia tha ke auraton ka merdon ke saath namaz ada kerna jaiz he, mein ne is liye point out kia ke merdon ke saath nahi bulke masjid mein separate jagah mein he auraton ka namaz perhna jaiz he
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

              دیکھیں سیلکوٹی بھائی
              نبی پاک صلی اللہ علیھ وسلم کے دور میں عورتوں کے لیے الگ جگہ نہیں ہوتی تھی اور عورتیں مردوں کے پیچھے بجوں اور ان بچوں کے پیچھے نماز پڑھتی تھیں۔
              اب جیسا کہ فتنوں کے عروج کا دور ہے تو اس میں عورتوں کو گھر میں نماز ادا کرنی چاہیے۔
              اگر مسجد میں عورتوں کے داخل ہونے کا راسہ الگ ہو، وضو کی جگہ الگ ہو اور نماز کی جگہ الگ ہو تو عورتیں مسجد جاسکتی ہیں مگر بہتر ہے کہ گھر میں ادا کریں کیونکہ گھر میں ادا کرنا افضل ہے۔
              اللہ آپ کو دین کی سمجھ عطا فرمائے۔ آمین

              Comment

              • #8
                Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Aabid ne quote kia tha ke auraton ka merdon ke saath namaz ada kerna jaiz he, mein ne is liye point out kia ke merdon ke saath nahi bulke masjid mein separate jagah mein he auraton ka namaz perhna jaiz he
                Aslam o alykum bhai mary kehnay ka maqsad bhi yehi tha k masjid main jakar bajamat namz ada karsakti hain aur us ka bhi baqaeda aik tareeka kar hy aur wo ye hy k auraton ki saf alehda hoti hy na k wo mardon k darmain khari hoti hian aur yehi mery kehnay ka maqsad bhi tha k masjid main jaskti hain agay sai baat pehlay hi waze ho chuki hy.
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

                  Mashallah Abid bhai buhat khub

                  Jazzak Allah

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

                    assalam alekum

                    abid bhai ap ne likha hai k orton pe namaz e janaza farz nahe to kya is ka matlab yeh hai k mardon pe namaz e janaza farz hai

                    1 hadees ka mafhum yeh hai:

                    woh mard sab se behtar hai jo pehli saf me ho aur woh orat sab se behtar hai jo saf (orton ki) me sab se peche ho.

                    is k elawa 1 bat aur b btana chahunga. jab imam se koi ghalti ho jaye to namazi (mard) ko Subhanallah kehna chahiye aur orton ko hukam hai k woh apne hath pe hath maren.

                    Wallaho Alam

                    taalib e dua
                    jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
                    yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aurton ka Namaze Janaza parna

                      Originally posted by zahid View Post
                      assalam alekum

                      abid bhai ap ne likha hai k orton pe namaz e janaza farz nahe to kya is ka matlab yeh hai k mardon pe namaz e janaza farz hai

                      1 hadees ka mafhum yeh hai:

                      woh mard sab se behtar hai jo pehli saf me ho aur woh orat sab se behtar hai jo saf (orton ki) me sab se peche ho.

                      is k elawa 1 bat aur b btana chahunga. jab imam se koi ghalti ho jaye to namazi (mard) ko Subhanallah kehna chahiye aur orton ko hukam hai k woh apne hath pe hath maren.

                      Wallaho Alam

                      taalib e dua
                      aslam o alykum bhai je han aap bilkul theek samjhay k auratoon par namaz e janaza farz naheen hy jabk mardoon par farz hy aur ye farz e kifaya hy.
                      baqi is section main aap serf sawal karsaktay hain koi cheez ya baat shar karni ho to mazameen section kiya kijiye shukriya ummeed hy aap ayenda khail rakheen gay w/salaam aap ka khair andeesh aabid inayat
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      Working...
                      X