Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Talk With Allah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Talk With Allah

    Assalam-o-Alikum
    I have a serious problem. I have a strong believe in ALLAH. Everything indeed comes from Him. i don't know how to explain my problem. My problem is i talk with Allah, i am scared because He is so Mighty and Great and i am nothing. More serious is the problem that sometimes when i am sad and disappointed than too i complain alot from Him. Sometimes i am too scared that i may cross my boundaries as His man.
    i don't know if its normal or i need some help.
    sincere
    mohmund

  • #2
    Re: Talk With Allah

    Main ap ko aik baat kehna chaonga........
    aap jo karna chah rahi hian wohi to ALLAH kehta hay k karo to pher darr kaisa?
    main khudh bahz aokat aisa karta hun direct ALLAH sy batian kerna shoro ker daita hun. aur really main buhat enjoy kerta hun....
    main ap ko lazmi yeh kahonga k ap aisa hee kia karo..

    Comment


    • #3
      Re: Talk With Allah

      bilkul jaisey khalil nay kaha waisey he karo magar shikwah kabhi na karo her haal may uska shukur ada karo aur sabr karo kiun keh woh dilon ka haal jaanney waala aur bohoth hikmuth waala hai.

      Comment


      • #4
        Re: Talk With Allah

        ThankYou Khalil and Mujahid.

        Comment


        • #5
          Re: Talk With Allah

          Aslam o alykum janab mohmand sahab sabse pehly to aap ko pegham aur phir islam section main khush amdeed:rose
          us k bad arz ye hy k aap baray meharbani apna sawal urdu main ya phir roman urdu main likha kareen ...
          baqi aap nay jo sawal poucha hy us ka taluq rohaniyat se hy..aur us ka mukhtasar jawab ye hy k agar aap chahtay hain k ALLAH paak aap se mukhatib ho to aap quran parha kareen aur agar aap ye chahaty hain k aap ALLAHA PAAK se bateen kareen to aap namaz parha kareen sath sath nawafil ki kasrat kiya karen .aur ziyada se ziyada se koshish kiya kareen k ALLAH waloon ki sohabat ko ikhtiar kiya jay..
          baqi WALLAH O ALAM WALRASOOLOHO
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #6
            Re: Talk With Allah

            Jazak Allah khair
            wasalaam...

            Comment


            • #7
              Re: Talk With Allah

              Assalam-o-alikum
              Shukria Abid sahab. Namaz Alhamudulliah main perti hun, Inshallah Quran bhi perna shoru karun gi. Abhi main Ph.D ker rahi hun chemistry main or perdes main Allah walon ki sohbat kuch moyasar nahi kuch jo hai wo bohot door hai.
              aksar mayusi ho jati hai. Ap ka fiqa ko samajne or sawal wo jawab ka silsela uqeenan bohot acha hai.
              :jazak:

              Comment


              • #8
                Re: Talk With Allah

                bilkul sahi
                quran ki tilawat aur namaz hi Allah se rabtey ka behtreen zariya hai.:rose
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment


                • #9
                  Re: Talk With Allah

                  Originally posted by mohmund View Post
                  Assalam-o-alikum
                  Shukria Abid sahab. Namaz Alhamudulliah main perti hun, Inshallah Quran bhi perna shoru karun gi. Abhi main Ph.D ker rahi hun chemistry main or perdes main Allah walon ki sohbat kuch moyasar nahi kuch jo hai wo bohot door hai.
                  aksar mayusi ho jati hai. Ap ka fiqa ko samajne or sawal wo jawab ka silsela uqeenan bohot acha hai.
                  :jazak:
                  salam very nice to know about you ap batana pasand karo gee k
                  Ap k thesis kia hain mean k ap ka major kia hay kis per kaam ker rahi hain.:phool:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Talk With Allah

                    Assalam-o-alikum
                    main photocatalysis per kam ker rahi hun. Chemistry mera major hai.
                    or mere kam main dono topic shamil hai: i.e. environmental cleaning and search for new energy resources from sunshine.
                    thanks

                    Comment


                    • #11
                      Re: Talk With Allah

                      (Y) amazing ALLAH ap ko kamyab kary ameen

                      Comment

                      Working...
                      X