Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Thajjad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Thajjad

    Asslam-o-Alikum

    hamain Tahajjad k bare mein ager poori tafseel(hawala jaat k sath) bata saken tou bhot mushkoor rahen gey.:)
    Last edited by Gul-e-Lala; 15 May 2007, 01:52.
    "All I have learned from Life is that I know nothing."

  • #2
    Re: Thajjad

    :roseAssalamuAlaikum:rose

    Namz-e-eTahajjud kay baray may sab say polay kuch batana chati hoon wo ye hay kay Lafz " Tahajjud" kay Meanings hain Rat kay tehai Hissay may Jagna.jis ki mnasbat say raat kay tehai Hissay may jo Namaz parhi jati hay usay ham Tahajjud ki namaz kehtay hain.ab agay "Sora-e-Muzzammil" ka tarjuma attach kar rahi hoon jis say ap ko ye bat pata lagay gi kay. Nabi karim (SAW) par or un kay sahaba (RAA) par raat ko namaz parhna Farz thi.
    Ref: Ayat No.1-8 please in ayat par gour kijiay.
    jis ki waja say raat raat bhar ibadat ki waja say pauon may waram ajata tha or Allah Taala ko ye maloom tha kay agay aanay walay log ye aamal nahee kapain gay is waja say isi Sorat may is ki tansikh ki gai. jis kay liay Ref: Ayet No.19-20 par gour kijiay.
    :rose :alhamd: :rose
    Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
    yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
    :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

    Comment

    • #3
      Re: Thajjad

      Ahadis ka Ref: bhi attach hay please is par bhi gour kijiay.
      Attached Files
      :rose :alhamd: :rose
      Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
      yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
      :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

      Comment

      • #4
        Re: Thajjad

        in tamam References ko read karnay kay baad ap ko or ham sab ko aik bat sochni chaiay Namaz jis ka Hukm Quran Paak may bar bar aya hay. jo ibadat bhi hay. Dua bhi hay Mushkilat say Nijat ka rasta bhi hay.Be Haiai say roknay wali bhi hay aisay amal ko us waqt kia jay jab raat ko sab sojatay hayn us wat ka jagna apnay nafs ko pamal karna hay or usi wat Allah Rabul Izzat apnay bando ko pukarta hay kay kon hay jo mujh say mangay to kia ham maysay koi aisa bhi hay jo ye baat jan kar Zindagi main aik martaba bhi iasay moqay ka faida nahee uthay phir ye amal to ham roz nahee to kabhi kabhi to kar hi saktay hayn.jis amal say Allah or Uskay rasool SAW ka Qurb Hasil ho Allah aisa Amal ham sab ko karnay ki tofiq ata armay.Amin.Koshish ki hay kay meray reply say ap ki poochi gai baat ka jawab ap ko mil gya hoga. agar ksi jumlay ne ksi ko bhi taklif di ho to Muafi chati hoon.

        Hamesha Khush rahaiy Amin.:rose
        :rose :alhamd: :rose
        Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
        yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
        :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

        Comment

        • #5
          Re: Thajjad

          JazakAllah . Allah hamy 5 time namaz parny ke tofeeq day.. or tahjud k waqt oth kar Allah ke rehmtoon ko smetny ke b tofeeq day . AMEEN.
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment

          • #6
            Re: Thajjad

            Originally posted by ASAD View Post
            JazakAllah . Allah hamy 5 time namaz parny ke tofeeq day.. or tahjud k waqt oth kar Allah ke rehmtoon ko smetny ke b tofeeq day . AMEEN.
            AMEEN
            :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

            Comment

            • #7
              Re: Thajjad

              jazzak ullah
              tufailmadni@hotmail.com

              Comment

              • #8
                Re: Thajjad

                thankooo Shiza. aap ne bhot achhi maloomaat den aur bhot achhe points ko highlight bhi kiya. jeeti rehye.
                ager es silsle mein mazeed kuch likha jaye ga tou hamain achha lage ga..uss k baad ham ne aik dou sawal poochhen ge..
                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                Comment

                • #9
                  Re: Thajjad

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  thankooo Shiza. aap ne bhot achhi maloomaat den aur bhot achhe points ko highlight bhi kiya. jeeti rehye.
                  ager es silsle mein mazeed kuch likha jaye ga tou hamain achha lage ga..uss k baad ham ne aik dou sawal poochhen ge..
                  :roseAssalamuAlaikum:rose

                  is silsilay may mera nahee khyal kay mazid kuch likhnay ki zaroorat hay. Lakin agar ap kuch pochain to shaid may us kay baray may kuch or bata sakoon. ap ko abhi bhi jo confiusion hay wo pleease ap share karain Allah nay tofiq di to Insha Allah may ya Pegham ka koi bhi member ap ki wo confiusion door karday ga.
                  Khush rahee.Amin
                  :rose :alhamd: :rose
                  Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
                  yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
                  :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                  Comment

                  • #10
                    Re: Thajjad

                    Assalaam-0-Alaikom:rose
                    JAZAKALLAH Shiza sis...

                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #11
                      Re: Thajjad

                      :jazak: to all of you. Khush rahee ap sab Amin.
                      :rose :alhamd: :rose
                      Yeh Dunya hay yehan ik doosray kay kaam Ajao
                      yehan kay baad to bas apna apna bojh uthana hay
                      :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose :rose

                      Comment

                      • #12
                        Re: Thajjad

                        SALAM

                        JazaAllah Shiza jee!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Thajjad

                          Originally posted by shummu View Post
                          SALAM

                          JazaAllah Shiza jee!
                          :roseWa Alaikum Assalam:rose Khush rahie Hameshan Amin

                          Working...
                          X