:thmbup: Asslam o Alaikum
Abid mera sawal yeh hai Namaze Janaza aur baqi farz, nafal namazon ka suraj talooh aur gharoob ke waqat parne k bare main batain aur yeh bhai batain kah namaze asar ke baad koi namaz kaza ki ja sakti hai ya nahin aur namaze maghrab azaan k baad se kitne time tak ada ki ja sakti hai aur yah bhai batain kah kah dorane namaz agar saamp ya aur koi khatarnak cheez nazar aa jae tu jaan bachane k lia namaz toor de tu phar baqia namaz wahi se sharoo karni ho gi ya phar sharoo se parni ho gi. aap maharbani farma kar tafseeli jawab arsaal farmain shukria.

Comment