Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Jannat ke Darjaat..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Jannat ke Darjaat..!!

    Asslmaoalikum :)
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Jannat ke Darjaat..!!

    wah Subhan ALLAH...
    PLZ mera aik swal hay ager aap ko acha na lagy to jawab na daina..
    Q=
    kia janat kee Zindgi ka b koi maksad hay?

    Comment


    • #3
      Re: Jannat ke Darjaat..!!

      Bhai Allah talaa jannat ki zindgee moman ko inaam ki soorat main dein ge.......bass us main hum hamesha rahein ge InshAllah.....whan kisi ko koi sarokar nahi ho ga sab hansi khushi rahiein ge......wahan koi gham-mal ya Fikr-e-Rozgar nahi.......baqi mufassal jawab ka wait karein :)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Jannat ke Darjaat..!!

        ok i will waite thnks

        Comment


        • #5
          Re: Jannat ke Darjaat..!!

          Bhai us hum dunya main mushkilein jheel kar jaye ge aur acha kaam kar ke jayein ge to Allah pak humain Jannat se nawazein ge......yani wo humare sir aur sirf sakoon aur aaram karne aur Allah pak ka shukar ada karne ki jaagha ho gi na ke kuch aur .....
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Jannat ke Darjaat..!!

            ajeeb zindgi hu gi pher to koi maksad hee nahi huga us ka.

            Comment


            • #7
              Re: Jannat ke Darjaat..!!

              Yar aap ke BatoN se aisa lagta hai ke aap ko jannat ki koi talab nahi aur aap aik bachoN ki tarah batein kar rahe hain
              plzz dont mind :)
              Allah

              Comment


              • #8
                Re: Jannat ke Darjaat..!!

                wahaN sab sey bari khawahish ho gi rab ka deedar.........aur itni ziada aasaishoN k bawajood jab rab ka deedar ho ga to insaan her cheez bhool kar apney rab ka deedar karey ga....wahaN kisi cheez ki intiha nahi ho gi...........iss liey bey maqsad kesey hoa?koi bhi kaam oss waqat boor karta ya bey maqsad hota hey jab oss ki intiha ho.......wahaN kisi cheez ki koi had nahi ho gi iss liey boriyat bhi nahi ho gi
                Allah

                Comment


                • #9
                  Re: Jannat ke Darjaat..!!

                  Originally posted by YAARAM
                  Yar aap ke BatoN se aisa lagta hai ke aap ko jannat ki koi talab nahi aur aap aik bachoN ki tarah batein kar rahe hain
                  plzz dont mind :)
                  hum kkuch aisa hee hay:rose
                  jab tak hakeekat ka pata na chaly usy manana mumkin nahi huta,

                  Comment


                  • #10
                    Re: Jannat ke Darjaat..!!

                    Originally posted by YAARAM
                    wahaN sab sey bari khawahish ho gi rab ka deedar.........aur itni ziada aasaishoN k bawajood jab rab ka deedar ho ga to insaan her cheez bhool kar apney rab ka deedar karey ga....wahaN kisi cheez ki intiha nahi ho gi...........iss liey bey maqsad kesey hoa?koi bhi kaam oss waqat boor karta ya bey maqsad hota hey jab oss ki intiha ho.......wahaN kisi cheez ki koi had nahi ho gi iss liey boriyat bhi nahi ho gi
                    Ok ager aap mery kuch sawalat ka jawab dy sakoo to main kuch eraz keron ager aap ko elam hay too..werna fazool behs huti rahy gi:rose
                    Last edited by ; 10 September 2005, 07:28.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Jannat ke Darjaat..!!

                      Subhan ALLAH .. :) ..

                      :love: Yoon he Kut Jayeh Ga Safar :love:

                      :love: Sath Chalney Sey :love:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Jannat ke Darjaat..!!

                        Shukrya :)
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: Jannat ke Darjaat..!!

                          Jazak Allah
                          http://www.genericviagra2015shop.com/

                          Comment


                          • #14
                            Re: Jannat ke Darjaat..!!

                            Shukrya jee :)
                            Allah

                            Comment

                            Working...
                            X