Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

muslim women and hijab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • muslim women and hijab

    The word "hijab" comes from the Arabic word "hajaba" meaning to hide from view or conceal. In the present time, the context of hijab is the modest covering of a Muslim woman.The question of hijab for Muslim women has been a controversy for centuries and will probably continue for many more. Some learned people do not consider the subject open to discussion and consider that covering the face is required, while a majority are of the opinion that it is not required. A middle line position is taken by some who claim that the instructions are vague and open to individual discretion depending on the situation. The wives of the Prophet (S) were required to cover their faces so that men would not think of them in sexual terms since they were the "Mothers of the Believers," but this requirement was not extended to other women.
    The question now is what is the extent of the covering? The Qur'an says:

    "Say to the believing man that they should lower their gaze and guard their modesty; that will make for greater purity for them; and Allah is well acquainted with all that they do. And say to the believing women that they should lower their gaze and guard their modesty; and that they should not display their beauty and ornaments except what must ordinarily appear thereof; that they should draw their veils over their bosoms and not display their beauty except to their husbands..." (Qur'an 24:30-31)

    "O Prophet, tell your wives and daughters and the believing women to draw their outer garments around them (when they go out or are among men). That is better in order that they may be known (to be Muslims) and not annoyed..." (Qur'an 33:59)
    These verses from the Qur'an contain two main injunctions:

    A woman should not show her beauty or adornments except what appears by uncontrolled factors such as the wind blowing her clothes, and
    the head covers should be drawn so as to cover the hair, the neck and the bosom.
    Islam has no fixed standard as to the style of dress or type of clothing that Muslims must wear. However, some requirements must be met. The first of these requirements is the parts of the body which must be covered. Islam has two sources for guidance and rulings: first, the Qur'an, the revealed word of Allah and secondly, the Hadith or the traditions of the Prophet Muhammad (S) who was chosen by Allah to be the role model for mankind. The following is a Tradition of the Prophet:
    "Ayesha (R) reported that Asmaa the daughter of Abu Bakr (R) came to the Messenger of Allah (S) while wearing thin clothing. He approached her and said: 'O Asmaa! When a girl reaches the menstrual age, it is not proper that anything should remain exposed except this and this. He pointed to the face and hands." (Abu Dawood)

    The second requirement is looseness. The clothing must be loose enough so as not to describe the shape of the woman's body. One desirable way to hide the shape of the body is to wear a cloak over other clothes. However, if the clothing is loose enough, an outer garment is not necessary. Thickness is the third requirement. The clothing must be thick enough so as not to show the color of the skin it covers or the shape of the body. The Prophet Muhammad (S) stated that in later generations of his ummah there would be "women who would be dressed but naked and on top of their heads (what looks like) camel humps. Curse them for they are truly cursed." (Muslim) Another requirement is an over-all dignified appearance. The clothing should not attract men's attention to the woman. It should not be shiny and flashy so that everyone notices the dress and the woman. In addition there are other requirements:
    Women must not dress so as to appear as men.
    "Ibn Abbas narrated: 'The Prophet (S) cursed the men who appear like women and the women who appear like men.'" (Bukhari) Other secondary reasons include the requirement for modesty in both men and women.
    The Prophet Muhammad was full of praise for virtuous and chaste women. He said: "
    The world and all things in the world are precious but the most precious thing in the world is a virtuous woman.
    Both will then be evaluated for intelligence and skills instead of looks and sexuality. A student of islamabad islic university is quoted as saying, "We want to stop men from treating us like sex objects, as they have always done. We want them to ignore our appearance and to be attentive to our personalities and mind. We want them to take us seriously and treat us as equals and not just chase us around for our bodies and physical looks." A Muslim woman who covers her head is making a statement about her identity. Anyone who sees her will know that she is a Muslim and has a good moral character. Many Muslim women who cover are filled with dignity and self esteem; they are pleased to be identified as a Muslim woman. As a chaste, modest, pure woman, she does not want her sexuality to enter into interactions with men in the smallest degree. A woman who covers herself is concealing her sexuality but allowing her femininity to be brought out.


    dear readers plz leave yr comments n its my humble n upmost request to all of my friends n pegham users n esp my dear innocent sisters plz do obey islamic rules n make hijab compulsory for you for as a muslim women dignity,s dignity n from the dirtiest enviroment as the cable cultures destroys our youth,our yung generation for they r now forgetting bout respecting women n in my opinion this is only safest way to respect from yourself also respected by others
    thank you
    allah hum sub ko naike or hadayet ki taufeeq day
    amin
    learning from my life,a mirror of my thoughts

  • #2
    Re: muslim women and hijab

    aslam o alykom
    ma shah ALLAH
    AAP NAY BAAT KE MIDDLE LINE KI TO ARZ HAY K MIDDLE LINE MERAY KHAYAAL MAIN YEH NAHEEN K PRDAH LAAZMI SIRF UMMAHAAT UK MOMINEEN K LIAYAY THA AUR AB KOI KRAY TO THEK NA KRAY TO BHI THEEK.......
    BL K YAHAN SOCHNAY KI BAAT YEH HAY K AGAR ALLAH NAY NABI K AHLE BAIT KO JO K SAARAY ZAMANAY SAY PAKEZA HOTAY HAIN YEH AHKAAMAAT SADIR FRMAYAY TO DOSRI MUSLIM KHAWATEEN PR TO ZIADA SAKHTI SAY AML KRNA CHAHYAY KYON K AUN KA MRTABA BHAR HAAL UMMAHAAT UK MOMNEEN SAY KM HAY........AUN KO TO ITNAY MOQAAM K BAWJOOD AHKAMAAT MILAIN AUR AAJ KI OURAT KAHAY K G PRDAH TO DIL KA HOTA HAY......TO YEHI KAHON GA KHAWATEN SAY K...
    AAP HE APNI ADAON PAY ZRA GHOR KEJAY ...
    AGAR MAIN ARZ KRON GA TO SHIKAYAT HO GE....
    KISI KI DIL AAZAARI HOI HO TO MAZRAT K SAATH...
    W SLAM
    MUGHEERA

    Comment


    • #3
      Re: muslim women and hijab

      Originally posted by mugheera View Post
      aslam o alykom
      ma shah ALLAH
      AAP NAY BAAT KE MIDDLE LINE KI TO ARZ HAY K MIDDLE LINE MERAY KHAYAAL MAIN YEH NAHEEN K PRDAH LAAZMI SIRF UMMAHAAT UK MOMINEEN K LIAYAY THA AUR AB KOI KRAY TO THEK NA KRAY TO BHI THEEK.......
      BL K YAHAN SOCHNAY KI BAAT YEH HAY K AGAR ALLAH NAY NABI K AHLE BAIT KO JO K SAARAY ZAMANAY SAY PAKEZA HOTAY HAIN YEH AHKAAMAAT SADIR FRMAYAY TO DOSRI MUSLIM KHAWATEEN PR TO ZIADA SAKHTI SAY AML KRNA CHAHYAY KYON K AUN KA MRTABA BHAR HAAL UMMAHAAT UK MOMNEEN SAY KM HAY........AUN KO TO ITNAY MOQAAM K BAWJOOD AHKAMAAT MILAIN AUR AAJ KI OURAT KAHAY K G PRDAH TO DIL KA HOTA HAY......TO YEHI KAHON GA KHAWATEN SAY K...
      AAP HE APNI ADAON PAY ZRA GHOR KEJAY ...
      AGAR MAIN ARZ KRON GA TO SHIKAYAT HO GE....
      KISI KI DIL AAZAARI HOI HO TO MAZRAT K SAATH...
      W SLAM
      MUGHEERA
      dear mughera aoa,umeed hai aap khariet se hun gi,muje bohat khushi hui ke aap ne itnay gor se or itni detail se sub kuch parha,jaisa ke aap janti hain deen eislam jin cheezon per base karta hai un main se 2 bohat imp factors quran or hadees hain.quran or hadees main humain sub kuch examples da kar samjaya jata hai,or yeh explas koi asmani farishton ki nae thin balke humare apnay nabiyon,paghambron or waliyon ki thin jin main umhat ul momineen bhi shamil hain or sahaba ikram bhi.allah ne khas tor per quran main bataya hai k main ne nabi or peghamber tum hi logon main se banaye hain.
      mugheera main ne apnay essay main bhi sub batain quranic references se ki hain or aap as a muslim yeh to janti hun g ke hazor akram pbuh ne jo jo amal kiye woh sunat kehlatay hain,or woh bhi humare liye aisey hi imp hain jaise ke quran,
      umhatul momineen ki examples bhi humare liye hain takay hum unko follow kar saken.aik cheez aur
      parda karna har muslim aurat per farz hain aap reference ke liye surat noor ka tarjam parheyey aap ko sub kuch clear ho jaye ga
      jo shayed main apnay essay main na bata saki hun
      aap ki hosla afzai ka bohat shukriya
      learning from my life,a mirror of my thoughts

      Comment


      • #4
        Re: muslim women and hijab

        main ne yeh essay tamam ter controversies ko madenazar rakh kar likha hai or jo aaj kal ke halat hain un per apna view diya hai.or islamic references bhi diye hain or yeh to sub jante hain ke humare nabi ke tamam act sirf humare rahnumaye ke liye thay takay hum un ko follow karen.
        or aap mughera meray essay ke middle part ko zara dehan se parhaye ga jis main main ne saaf saaf explain kiya hai ke as muslim women humain kiya karna chaye or humare kiya faraiz hain
        agar aap o samjhnay main koi diqt ho to bilqul last main mearay apnay personal views or essay ka conclusion bhi par lijeye ga.sath mian ic essay main humari new generation or students ka bhi parde ke baray main parha lijye ga.
        meray khayal main aab ko detail se un batoon ka ans mil gaya ho ga jo meray essay main aap ko confuse kar rahi thin
        ic confusion ko bhi dor kar lijeye ga ke umhat ul momineen hum se afzal hian to un ke ahkam aur thay un ke tamam act haumare liye guaidence ka zariya hain takay hum un ko as iz it follow kar sakain
        apna khayal rakhiye ga
        learning from my life,a mirror of my thoughts

        Comment


        • #5
          Re: muslim women and hijab

          aslamo alykom dear sister diyya
          sab se pehly aap ko islam setion main khush amdeed aur us k bad islam section ka mod hony ki hasiat se itna arz karon ga aap ye wazy kijiye k ye sab aap ki apni tehreer hy ya copy paste agar ye aap k zati nazriat hain to bare meharbani in sab ko urdu main ya phir roman main likheen aur agar aap is par koi mubahisa chati hain to is ko behso mubahisa section main likh kar lagaiye inSHALLAH wahaan aaps e tafseeli guftgu hogi w/salaam aapka khair andesh aabi
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #6
            Re: muslim women and hijab

            sorry n
            Attached Files

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #7
              Re: muslim women and hijab

              Originally posted by aabi2cool View Post
              aslamo alykom dear sister diyya
              sab se pehly aap ko islam setion main khush amdeed aur us k bad islam section ka mod hony ki hasiat se itna arz karon ga aap ye wazy kijiye k ye sab aap ki apni tehreer hy ya copy paste agar ye aap k zati nazriat hain to bare meharbani in sab ko urdu main ya phir roman main likheen aur agar aap is par koi mubahisa chati hain to is ko behso mubahisa section main likh kar lagaiye inSHALLAH wahaan aaps e tafseeli guftgu hogi w/salaam aapka khair andesh aabi
              aoa,
              aabi bhai aap ke khush amdeed aur mashwaroon ka bohat shukriya,ma aina khayal rakhon ge ke ma tahreerain urdu main likhon or yeh meri apni zati tahreer hai.koi copy paste nae hai.
              meray paas itna knowledge nae hai ke behso muhasiba kar sakon lakin main ne apnay essay ko apni mahdood se knowledge ke sath informative banae ki koshish ki thi khas tor per apni behnoon ke liye.or jahan kisi ko meray essay ki samj nae aye us ko answer kiya hai.
              bohat shukriya aap ka.
              allah hafiz
              learning from my life,a mirror of my thoughts

              Comment


              • #8
                Re: muslim women and hijab

                Originally posted by diyya_1980 View Post
                aoa,
                aabi bhai aap ke khush amdeed aur mashwaroon ka bohat shukriya,ma aina khayal rakhon ge ke ma tahreerain urdu main likhon or yeh meri apni zati tahreer hai.koi copy paste nae hai.
                meray paas itna knowledge nae hai ke behso muhasiba kar sakon lakin main ne apnay essay ko apni mahdood se knowledge ke sath informative banae ki koshish ki thi khas tor per apni behnoon ke liye.or jahan kisi ko meray essay ki samj nae aye us ko answer kiya hai.
                bohat shukriya aap ka.
                allah hafiz
                bohat khushi hui ye jan kar k ye aap ki apni tehreer hy...
                baat darasal ye hy k islam section main engarzi posting mana hy aur ye qanooon meri hi waja se pegham intizamia nay banaya hy kionk k meri angrazi achi khasi kamzoor hy lol wasy mujhy samjh to taqreeban sari aahi jati hy laikin jawab angrazi main naheen de sakta is liye aap ko urdu main likhny ki guzarish ki thi baharhal aap is mozo par mary sath urdu main har tarah se discuss karsaki hain....aap ka khair andeesh aabi:rose
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: muslim women and hijab

                  Asslam o Alycum Buhat achay janab

                  Comment

                  Working...
                  X