Mutfariq BataiN - 3
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mutfariq BataiN - 3
Collapse
X
-
Re: Mutfariq BataiN - 3
ASLSLAM O ALYKOM
HZRAT ADAM aur HAWA wali bat he shariat main kaheen manqool naheen k kia hamain ausi halat main jannat main jaana ho ga ya iss jismaani haalat main ya kisi aur haalt main.
iss liyay behtar hay k iss sawal ko na he kia jaayay al k ALLAH ki raza pr raazi rena chahyay. ALLAH KA JAYSA IRADA HO GA WO HAMAIN AUSI HALAT MAIN JANNAT MAIN DAKHIL FARMAAIN GAY.
HAMAIN PARESHAAN HONAY KI KIA ZARORAT HAY...?
-
Re: Mutfariq BataiN - 3
Originally posted by mugheera View PostASLSLAM O ALYKOM
HZRAT ADAM aur HAWA wali bat he shariat main kaheen manqool naheen k kia hamain ausi halat main jannat main jaana ho ga ya iss jismaani haalat main ya kisi aur haalt main.
iss liyay behtar hay k iss sawal ko na he kia jaayay al k ALLAH ki raza pr raazi rena chahyay. ALLAH KA JAYSA IRADA HO GA WO HAMAIN AUSI HALAT MAIN JANNAT MAIN DAKHIL FARMAAIN GAY.
HAMAIN PARESHAAN HONAY KI KIA ZARORAT HAY...?
Ji haN sahi kaha aap ney....magar kuch haqaiq k barey maiN ghor o fikar zaroori hey.....e.g.
-Tamam makhlooq ney sajda ADAM (A.S) k jism (Yani putley) ko kya.
-Osi jism k sath wo jannat maiN rahey.
-Osi jism k sath dunya maiN aaiey.
-Osi jism k sath khilafat ka wada farmaya gaya.
-To osi jism k sath jannat maiN jana na-mumkin kesey hoa?
-Aur esa sochna ghalat kioN hoa?
Aur aakhri baat.........shaid aap ko sahi na lagey.........aur wo ye k......!!
"Mera yaqeen ye hey k maiN apney jism k sath iss waqat aap ko jawab detey hoey jannat ko mehsoos kar raha hoN".
Isi liey ye keh sakta hoN k iss jism k sath jannat ko mehsoos kya ja sakta hey.:rose :rose :rose
:rose :rose :rose
Comment
-
Re: Mutfariq BataiN - 3
asslam o alykom
aap ki baatain theek hain
expect
\jannat ko mehsos krnay wali baat k....kyon k yeh naheen ho sakta
<<nabi s a w s nay frmaaya<ALLAH frmaatay hain<main nay apnay nayk bndon k liyay aysi chees tayyar ki hay jisay na kisi aankh nay daykha na kisi kaan nay suna aur na he kisi DIL per aus ka khayaal guzra hay,jaysa k quran kehta hay k koi naheen janta kaus ki aankhon ki thandk k liayay kia tayyar kia gaya hay><surah al ahzab>>....muslim shareef..hadith no 5050>sunn al tirmzi..hadith no 3121, 3214....
iss liyay bhai jaan jannah ko aap mehsos naheen kr saktay ...quran o sunnah k mutabiq yehi baat saamnay aati hay..
w slam
mugheera
Comment
-
Re: Mutfariq BataiN - 3
Originally posted by mugheera View Postasslam o alykom
aap ki baatain theek hain
expect
\jannat ko mehsos krnay wali baat k....kyon k yeh naheen ho sakta
<<nabi s a w s nay frmaaya<ALLAH frmaatay hain<main nay apnay nayk bndon k liyay aysi chees tayyar ki hay jisay na kisi aankh nay daykha na kisi kaan nay suna aur na he kisi DIL per aus ka khayaal guzra hay,jaysa k quran kehta hay k koi naheen janta kaus ki aankhon ki thandk k liayay kia tayyar kia gaya hay><surah al ahzab>>....muslim shareef..hadith no 5050>sunn al tirmzi..hadith no 3121, 3214....
iss liyay bhai jaan jannah ko aap mehsos naheen kr saktay ...quran o sunnah k mutabiq yehi baat saamnay aati hay..
w slam
mugheera
Jawab maiN kisi hawaley ki zaroorat nahi kioN k iss ka taluk meri personal mehsoos karney ki his sey hey.
Phir bhi quran ki ek ayet likhta hoN.
ZALIKA FAZAL-LU-LAHI YO-TI-HI-MAIN YASHA.
Yani
Allah apney fazal sey jisey jo dena chahey dey sakta hey.:rose :rose :rose
:rose :rose :rose
Comment
Comment