Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ahadis Ki Ru Say

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ahadis Ki Ru Say

    ASALAM O ALIKUM

    AAP SAY IK REQUEST KRNI THI KH AHADIS KI ROSHNI MAIN BTAIN KH HAFTAY KY DINU KI KIA FAZILAT HY.JASA KH NABI PAAK(P.B.U.H) NAY JUMAH KY DIN KO MUBARIK KARAR DIA ISI TRHA KHA JATA HY KH HFTAY OR MNGAL KY DIN SDQA DYNA CHAHIY. AAP SY REQUEST HAI SAB DINU KY BARY MAIN BAT DAYIN HUM AAP K SHUKAR GUZAR HON GAY.:jazak:

  • #2
    Re: Ahadis Ki Ru Say

    mazrat chate hun mujhy nahi pata

    Comment


    • #3
      Re: Ahadis Ki Ru Say

      Asslam O Alykom
      Khutba Hajja Tul Wida K Moqay Pr Hazrat Abbas R Z Ko Aik Yahoodi Kehnay Laga K Agar Hamaray Ooper Yeh Aayat Nazil Hoti K Aaj Hum Nay Tumharay Liyay Tumharay Deen Ko Mukamil Kr Diya Hay To Hum Iss Din Ko Her Saal Eid Manaya Kertay...
      To Aap R Z Nay Jawab Diya K Jumay Ko To Yeh Aayat Nazil Hoi Hay Aur [wo Eid Ka Din Bhi Tha]...aur Isss Din Ko Allah Nat Pehlay He Eid Ka Din Qraar Dia Howa Hay..aur Waysay Bhi Yeh Naazil He Eid K Din Hoi ....
      To Iss Rawayat Say Jumay Ki Fazeelat Ka Pata Chalta Hay....
      Nabi Saws Her Somwar Aur Jumraat Ko Roozay Say Hotay Thy Aur Yeh Aap Ki Sunnat Hay....
      In Riwaayaat K Hawal Jaat In Shah Allah Main Aap Ko Jld Bata Don Ga ...
      In Shah Allah
      W Slam Mugheera

      Comment


      • #4
        Re: Ahadis Ki Ru Say

        mashallah jazak allah

        Comment

        Working...
        X