Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik sawal

    Asslam-u-Alaikum
    Abid bhai mera sawal yeh hai kah kia kisi esai or nasaraa mazhab ki aurat ko ghar main mlazim rakh kar os se khana pakwa sakte hain aur us k saath khaa sakte hain aur bartan dulwa sakte hain aur isi tarah ghar ke doosre kaam kaaj karwa sakte hain aap mehar bani farma kar shariet ki roo se rahnami farmain.

  • #2
    Re: Aik sawal

    اسلام علیکم بھائی آپ کے سوال کا جواب یہ ہے کہ بالکل اس میں شرعی طور پر کوئی قباحت نہیں کہ اہل کتاب کی کسی عورت کو اپنے ہاں ملازم رکھا جائے اور اس سے گھر کے سارے کام کاج حتٰی کے کھانا بھی پکوایا جائے باقی واللہ و اعلم
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: Aik sawal

      :rose
      :jazak:
      bohat bohat shukria
      ALLAH TALLA aap k lie behtari farmai aamin.

      Comment


      • #4
        Re: Aik sawal

        Abid bhai main ne apne ghar main dekha tha kah jab koi ahle kitab (nasara mazhab) ka banda kisi bartan ko pakar leta tu ghar ke bazurg kahte kah ye bartan napaak ho gia hai lahaza dobara kalma par kar ise paak karo aur aam toor par un ke bartan alag rakhe jate the dine Islam main esa karna theek nahi hai, aap mazeed rahnami farmai. shukria.:rose

        Comment

        Working...
        X