Re: *Aik Sawal*
aap ne kaha ke insaan ko apni zaat ki nafi karay to usay Allah Taalah ka kurb hasil hota he...apni zaat ki nafi insaan kese ker sakta he??? ke wo apnay aap ko insaan na samjay?? Aisa to nahi ho sakta. Insaan ki khush-bakhti he ke Allah ne usay Asharaf-ul-makhlookat banaya he. insaan apni zaat se kese nafi ker sakta he?
Dekhiye, yahan pe bohat se loog ghalat guide kerne walay hein...hamara moaashra he aisa he, ke Quran ko kum aur kahawaton ko ziada perhtay hein. Seedha saadha mazahab he, aur kuch kum akal loogon ne is mein itni ziada peecheedgiyaan paida ker di hein ke aisa lagta he ke koi bhi insaan islam pe amal ker he nahi sakta.
Aap simple si life guzaariye, 5 waqt namaz perhiye...Allah ke ehkamaat ki tameel keejiye...apni family ka, akhbaab ka khyaal rakhiye...inshallah duniya aur aakhirat mein kaamyaabi milay gi...ziada peecheedgiyon se bachiye. Just simplify your life :)

Comment