Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

How we treate a non -muslim

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • How we treate a non -muslim

    salam
    may q k pakistan may nahi hota baher hota hoon wahan per non-muslim ke akseryat hay tau hum non-muslim k saat k say pesh aaaen
    kia hum un k saat khana kha saktay hain
    who hamaray gher aatay hum un k gher jatay hian
    kia ya sahi hay
    ?

  • #2
    Re: How we treate a non -muslim

    Well App Ka Sawal Kafi Intrest Hai Magar Main App Ko Yeh Bata Ta Chaloon Ke Non-Muslim Aur Muslim Main Itna Farq hai Us ka Mazhab Aleda Hai Aur Rahi BathKhane Aur Jane Ki Ho App Behsak karain Kyounke Ho Bhi Humari Trah Inasan Hia..
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • #3
      Re: How we treate a non -muslim

      Mey bhi yahi cheez janna chahun gi agar hamarey christain Friends hein to ...islam kya kehta hai is baarey mey? hamari dosti kitni had tak honi chahiye?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: How we treate a non -muslim

        may ya baat manta hoon unka mazhab different hay jab un ka relegion he alag hay or who Jesus ko ALLAH ka son maantay hain jab k kuch log jo hain who Jesus ko God mantay hain
        who jo business ker rahay hain pata nahi k who halal hay k nahi
        ager hum un k saat khana khain tu islam may kia hukum hay

        Comment


        • #5
          Re: How we treate a non -muslim

          App Bhi Yahio Samje Jo Main ne Kaha Hai.
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • #6
            Re: How we treate a non -muslim

            aslamo alykom ,
            aap k sawal ka mukhtasar jawab ye hy k ahle kitab yani yahoodi aur esaion ka zabiha halal hy yani un k sath khan peena jaiez hy ...laikin shariat ki hadood main rehty huy un k sath taluqaat rajhy jaien issi main ahtiat hy aur yehi behtar hy...baqi wALLAH o alam
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: How we treate a non -muslim

              yahood aur esaion ka zabiha halal hy but most important thing is...kya woh jaanwar zibah kartay bhi hein...bcoz yahan esaaai aysa kuch nhi kartay aur yahood zibah kartay hein......so b careful
              jis baat mein shak ho us say parhayz hi behtar hy.

              aur jahan tak non muslim say kaysa salook karna chahiy to yaqeenan un k saath good behave karna chahiy k hamara deen issi ki talqeen karta hy...

              Comment

              Working...
              X