Asslam-o-Alaikum
aaj kal Madrassah education per tanqeed kerna aik fashion bun gaya hai. akser discussions mein non muslims tou esa kerte he hain muslims bhi esa kuch he bolte hain. hamare khyal mein Madrassah education sirf Quran-e-Majeed ko hifz kernay per mushtamil nahi bulkey asal mein yahan fiqah, mantaq, qanoon ki taleem di jati hai. ab masla ye hai k humain khub bhi Fiqah aur Mantaq mein farq detail mein nahi maloom.
so aaj hamari request hai k humain es barey mein ager mazeed kuch batya jaye tou will be thankful. :rose

Comment