Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

    Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey
    Attached Files
    :rose :rose :rose

    :rose :rose :rose

  • #2
    Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

    Assalaam-0-Alaikom:rose
    ALLAH TALAA aap ko jazay-e-khair ata kary

    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #3
      Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

      jazak ALLAH
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

        Originally posted by Rida View Post
        Assalaam-0-Alaikom:rose
        ALLAH TALAA aap ko jazay-e-khair ata kary
        Walekum salam:)ADVANCE EID MUBARAK:)
        :rose :rose :rose

        :rose :rose :rose

        Comment


        • #5
          Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

          Nice..
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • #6
            Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

            Originally posted by Salauddien Mengal View Post
            Nice..

            ADVANCE EID MUBARAK:)
            :rose :rose :rose

            :rose :rose :rose

            Comment


            • #7
              Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

              Very nice Farooq sahib - bohat umdah ilm share kiya hai, beshak jisney Allah ko naraz kar diya ya jis key dil per Allah Tala ney ghaflat ka toq daal diya phir ussey koi bhi seedhey raastey per nahin laa sakta... Bohat shukriyah share karney ka...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                Originally posted by Masood View Post
                Very nice Farooq sahib - bohat umdah ilm share kiya hai, beshak jisney Allah ko naraz kar diya ya jis key dil per Allah Tala ney ghaflat ka toq daal diya phir ussey koi bhi seedhey raastey per nahin laa sakta... Bohat shukriyah share karney ka...
                Hosla afzai k liey bey had shukrya Masood bhai:)

                ADVANCE EID MUBARAK:)
                :rose :rose :rose

                :rose :rose :rose

                Comment


                • #9
                  Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                  Farooq bhai apne Masha-Allah se Bohat achi Sharing ki hai :)

                  Comment


                  • #10
                    Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                    A/salam. Dawat dawat//sub dawat ka lafz use ker rhy hain. koi tableeghi jamait ..koi dawat islami .koi or kuch..etc.. sub k sub Allah or Rasool ka name laytay hain or aik doosry ki dawat ko wrong sabit kerty hain or apni dawat ko theek..ab awam kia kery kis ki dawat ko qabool kery or kis ki na kery.

                    Mara khayal hay k dawat danay walay k pahly khud koi target hona chahi..sirf word use kernay say kia hota hay. Pahly aap Kalmy ki compleet tashrreh kerain jis say awam ko Toheed or Shirk k darmian ferq kerna aa saky or phir Rsool kareem ( S-A) ki Sunnat define kerain k Sunnat say kia muraad hay taa k awam Sunnat or Biddat main ferq ker sakain..her aadmi apni jamat k aamal ko faroogh danay k chukker main hay..Nazriati mahnat honi chahi. Garm ore thndday mahaz ko sumjhnay ki zaroorat hay. www.kr-hcy.com ko visit kero.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      jazak ALLAH

                      ADVANCE EID MUBARAK:)
                      :rose :rose :rose

                      :rose :rose :rose

                      Comment


                      • #12
                        Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                        Originally posted by neeliankhain
                        aap k liya zaberdast site mulana Tariq jamil sahab k biyan or aslam shaykhupori sahab kay darsequran
                        site ya ha
                        www.darsequran.com

                        ADVANCE EID MUBARAK:)
                        :rose :rose :rose

                        :rose :rose :rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                          Originally posted by jums View Post
                          Farooq bhai apne Masha-Allah se Bohat achi Sharing ki hai :)
                          Jazak Allah for comments.

                          ADVANCE EID MUBARAK:)
                          :rose :rose :rose

                          :rose :rose :rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                            Originally posted by Altafhussain View Post
                            A/salam. Dawat dawat//sub dawat ka lafz use ker rhy hain. koi tableeghi jamait ..koi dawat islami .koi or kuch..etc.. sub k sub Allah or Rasool ka name laytay hain or aik doosry ki dawat ko wrong sabit kerty hain or apni dawat ko theek..ab awam kia kery kis ki dawat ko qabool kery or kis ki na kery.

                            Mara khayal hay k dawat danay walay k pahly khud koi target hona chahi..sirf word use kernay say kia hota hay. Pahly aap Kalmy ki compleet tashrreh kerain jis say awam ko Toheed or Shirk k darmian ferq kerna aa saky or phir Rsool kareem ( S-A) ki Sunnat define kerain k Sunnat say kia muraad hay taa k awam Sunnat or Biddat main ferq ker sakain..her aadmi apni jamat k aamal ko faroogh danay k chukker main hay..Nazriati mahnat honi chahi. Garm ore thndday mahaz ko sumjhnay ki zaroorat hay. www.kr-hcy.com ko visit kero.
                            -YahaN esa kuch nahi hey,agar aap ghor farmaiN to:)
                            -Word use karney sey kya hota hey ....ye aap ko jald hi maloom ho jaiey ga k WORD use karney sey kya hota hey:)....filhaal

                            ADVANCE EID MUBARAK:)
                            Yaad rahey ye wo EID nahi hey jisey aam tor pey eid kaha jata hey:)
                            :rose :rose :rose

                            :rose :rose :rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: Dawat Sey Honey Ka Yaqeen Aa Jaiey

                              Request to Team Members:
                              Iss thread ki ahmiyat k pesh e nazar agar isey kuch dinoN k liey sticky kar dya jaiey to munasib ho ga.
                              :rose :rose :rose

                              :rose :rose :rose

                              Comment

                              Working...
                              X